Mohabbat khud batati hai

Mohabbat khud batati..

Mohabat khud batati hai
Kahan kiska thikana hai
Kisay aankhon main rakhna hai
Kisay dil main basana hai
Reha karma hai kisko aur
Kisay zanjeer karma hai
Mitana hai kisay dil say
Kisay tehreer karma hai
Issay malom hota hai
Safar dushwar kitna hai
Kisi ki chasm-e-girya main
Chupa iqrar kitna hai
Shajar jo girnay wala hai
Wo saya daar kitna hai
Mohabbat khud batati hai
Kahan kiska thikana hai..!


send poetry

Love Shayari, Pyar Mohabbat Shayari
September 6th, 2011

One comment

  1. such mohabbat sab batati hai never daout

Comment here

Your Comment: