Woh kehti hai Mere hathon ki mehndi mein..

Woh kehti hai Mere h..

Woh kehti hai,
Mere hathon ki mehndi mein,
Meri ankhon ke kaajal mein,
Mere honthon ki laali mein,
Meri zulfon ke aanchal mein,
Jane jaan,
Har ek cheez adhoori hai,
Ke jese,
Tum mere bina,
Aur
Mein tere bina..

Fayaz Hussain Faizi


send poetry

Nazam Shayari
August 7th, 2012

5 comment

  1. ye ghazal agr ksi k pas ha to plz is no pe send kr do 03368389550 mehndi bhi lagani nahi ati thi ussy kaisy aaya ussay ghairon se lagana dil ka

  2. nic poetry

  3. kya hai pyar jisy hum ne zindgi ki terha
    wo ashna b mila hum ajnabi ki terha
    kise khabar thi bharay gi kuch or tariki
    chupay ga wo kisi badli mai chandni ki terha
    bhara k pyas meri us ne hath chor diya
    wo kar tha muhabat b dil lagi ki terha
    wo ashna b mila hum ko ajnabi ki terha
    kya hai pyar jise hum ne zindgi ki terha…..
    REGARD: MR.JOHN SHAFQAT.

  4. Ye gazal jis Kisi hazraat ke pas ho meri Unse intizaar h plzzzzz is no 8755434513 per send karde plzzzzz mehndi bhi lagani nahi ati thi ussy kaisy aaya ussay ghairon se lagana dil ka

  5. Kisi ke paas ye gazal ho to plz aap sabhi se iltiza h plzzzzz is no per send karde 8755434513 plzzzzz mehndi bhi lagani nahi ati thi ussy kaisy aaya ussay ghairon se lagana dil ka

Comment here

Your Comment: