Mitti K Ghar

Mitti K Ghar..

matti ke jitne ghar main banata chala gaya
ik shaks khafa ho ke girata chala gaya
woh mujse buhat door door bhagta raha
jitna main uske naaz uthata chala gaya
ik mere waste he osne dard rakhe the
…baki to wo har ik ko hasata chala gaya
thi haath main taqat magar dil nahin mana
uske siwa main subko harata chala gaya
dil main oski yaaad ke jitne chiragh the roshan
onko bhi wo sitmgar bhujata chala gaya


send poetry

Sad Shayari
October 21st, 2010

One comment

  1. wah faraz kakay kya bat hai apki…hum deewano ki t0w waaaat laga di hai ghazlain suna suna kar:D

Comment here

Your Comment: