Aansoo Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Aansoo Shayari Poetry. Feel free to add your own Aansoo Shayari Shayari here.

Aansoo Shayari Collection

Aansoo means Tears, So this is another unhappy form of Urdu poetry. Aansoo shayari is loved by people who are depressed and are in tears. Aansoo shayari is a popular topic in urdu poetry.



Ye sanha bhi muhabbat me bar ha guzra

Aansoo Shayari

Ye sanha bhi muhabbat me bar ha guzra,
K us ne haal bhi pocha to ankh bhar ai.



Ye kis mukam pe le ae hain tujhe halat

Aansoo Shayari

Ye kis mukam pe le ae hain tujhe halat,
K teri ankh bhi purnam dikhai daiti hai.



Hawa se lapati hoi siskion se lagta hai

Aansoo Shayari

Hawa se lapati hoi siskion se lagta hai,
Meri kahani kisi aur ne bhi dhohrai.



Waqt khosh khosh katane ka mashwara daite hoe

Aansoo Shayari

Waqt khosh khosh katane ka mashwara daite hoe,
Ro para wo app muj ko hosala daite hoe.



Wo bhi me daikh choka jo nahin hone wala

Aansoo Shayari

Wo bhi me daikh choka jo nahin hone wala,
So kisi baat pe hairat nahin kar sakta me.



Na poch kion meri ankhon me aa gae ansu

Aansoo Shayari

Na poch kion meri ankhon me aa gae ansu,
Jo tere dil me hai us baat par nahin ae.



Mudad k bad azan e tabam mila humen

Aansoo Shayari

Mudad k bad azan e tabam mila humen,
Wo bhi kuch aisa talakh k ansu nikal pare,



Lafzon me chopae hoe be rabt dala se

Aansoo Shayari

Lafzon me chopae hoe be rabt dala se,
Chanti rahi shab bhar mere ansu teri awaz.



Guzra hai muhabbat me kuch aisa bhi zamana

Aansoo Shayari

Guzra hai muhabbat me kuch aisa bhi zamana,
Rotha hon agar me to manaea hai kisi ne.



Ghar ki tameer chahe jaisi ho

Aansoo Shayari

Ghar ki tameer chahe jaisi ho,
Us me rone ki kuch jaga rakhana.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Aansoo Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari