Aansoo Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Aansoo Shayari Poetry. Feel free to add your own Aansoo Shayari Shayari here.

Aansoo Shayari Collection

Aansoo means Tears, So this is another unhappy form of Urdu poetry. Aansoo shayari is loved by people who are depressed and are in tears. Aansoo shayari is a popular topic in urdu poetry.



Chand k pehlo me dham sadh k roti hai kiran

Aansoo Shayari

Chand k pehlo me dham sadh k roti hai kiran,
Ajj taron ka fason khak nazar ae ga,



Jin lagon ki yaad se ankhen bhar aen

Aansoo Shayari

Jin lagon ki yaad se ankhen bhar aen,
Un logon ko yaad na karna aacha hai.



Jiss khof se milne nahin tha wo muj se

Aansoo Shayari

Jiss khof se milne nahin tha wo muj se,
Uss daar se meri moot pe roea bhi nahin tha.



Jin ko honton pe tarb khez hansi hoti hai

Aansoo Shayari

Jin ko honton pe tarb khez hansi hoti hai,
Wo bhi rote han kitabon me chopa k chehre.



Sawab ka muje lalach to hai bahot lakin

Aansoo Shayari

Sawab ka muje lalach to hai bahot lakin,
Me naik kaam karon ga bure tareke se.



Saqib bari toqeer hai is zabat e wafa me

Aansoo Shayari

Saqib bari toqeer hai is zabat e wafa me,
Har ashk jo ankhon se na tapke wo geher hai.



Tota nahin ashakon se abhi zabat ka pushta

Aansoo Shayari

Tota nahin ashakon se abhi zabat ka pushta,
Pani abhi khatre ke nishan tak nahin aea.



Theek hai ae zabat e gham ansoo koi tapka nahin

Aansoo Shayari

Theek hai ae zabat e gham ansoo koi tapka nahin,
Par ye dil se ankh tak peham safar me kon hai.



Toti faseel lab na dar e chasham wa hawa

Aansoo Shayari

Toti faseel lab na dar e chasham wa hawa,
Ghot ghot kar mar gea mere andar ka admi.



Tum yohi naraz hoe ho warna mekhane ka pata

Aansoo Shayari

Tum yohi naraz hoe ho warna mekhane ka pata,
Hum ne har us shakhs se pocha jis k nain nashele the.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Aansoo Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari