Aarzoo Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Aarzoo Shayari Poetry. Feel free to add your own Aarzoo Shayari Shayari here.

Aarzoo Shayari Collection

Aarzoo shayari is a wishing type of poetry form. People use Aarzoo Shayari to wish their loved ones luck. We have quite a large collection of Aarzoo Shayari here on ranjish.com, so dont forget to read them all.



fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal

Aarzoo Shayari

fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal,
Piar kar khoshbo se pholon ki tamana na kar.



Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake

Aarzoo Shayari

Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake,
Be taab hai sene me dharkane k lie dil.



Umer e daraz mang k lae the char din

Aarzoo Shayari

Umer e daraz mang k lae the char din,
Do arzo me kat gae do intazar me.



Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se

Aarzoo Shayari

Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se,
K me jaon to jaon wo kabhi aa kar nahin milta.



Zolmat e dohar me har simat ojala kar don

Aarzoo Shayari

Zolmat e dohar me har simat ojala kar don,
Kash mil jaen muje kochae janan k diye.



Zulmat ki wadi me ab jo mara mara phirta hon

Aarzoo Shayari

Zulmat ki wadi me ab jo mara mara phirta hon,
Kash na ongali pakri hoti mene apne sae ki.



Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah

Aarzoo Shayari

Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah,
Shakhon se phol phol se khoshbo juda na ho.



Zarorat parh na jae ehtabar e zaat ki khatar

Aarzoo Shayari

Zarorat parh na jae ehtabar e zaat ki khatar,
Bacha kar pass apne bhi koi mohjaza rakhain.



Saba ne phir dar e zandan pe aa k dastak di

Aarzoo Shayari

Saba ne phir dar e zandan pe aa k dastak di,
Seher qareeb hai dil se kaho na ghabrae.



Shareek e juram na hote to makhbari karte

Aarzoo Shayari

Shareek e juram na hote to makhbari karte,
Humen khabar hai lateron k har thakane ki.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Aarzoo Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari