Dukhi Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Dukhi Shayari Poetry. Feel free to add your own Dukhi Shayari Shayari here.

Dukhi Shayari Collection

Dukhi Poetry is poetry on sorrowness and grieving. Urdu Dukh Shayari is hugely loved in pakistan. We have lots of Dukh Poetry and Dukhi Shayari for you to read and enjoy.



Mila bhi to kahan us ka naam likhain ge

Dukhi Shayari

Mila bhi to kahan us ka naam likhain ge,
Kitab e zeesat ka koi waraq bhi sada nahin.



Muj se kehta hai koi app preshan na hon

Dukhi Shayari

Muj se kehta hai koi app preshan na hon,
Meri zulfon ko to adat hai preshani ki.



Meri bakarari rakhate hain wo

Dukhi Shayari

Meri bakarari rakhate hain wo,
Nikalta hai daam to nikalta rahe.



Mera haq hai gardash e jaam par mera haq hai kaif e daam par

Dukhi Shayari

Mera haq hai gardash e jaam par mera haq hai kaif e daam par,
K charagh e mehfil e naaz me abhi jaal raha hai mera laho.



Muj ko bhi tehyar hai khad o khal pe apne

Dukhi Shayari

Muj ko bhi tehyar hai khad o khal pe apne,
Heran hai aina magar muj se ziada.



Lob o dehan bhi mila guftago ka fan bhi mila

Dukhi Shayari

Lob o dehan bhi mila guftago ka fan bhi mila,
Magr jo dil pe guzari hai keh sakon bhi nahin.



Lote hain to wo gard masafat hai badan par

Dukhi Shayari

Lote hain to wo gard masafat hai badan par,
Aina humen daikh k dhondula sa ho gea.



Log pochen ge fakeron ka thakana kia hai

Dukhi Shayari

Log pochen ge fakeron ka thakana kia hai,
Tere qadmon ka pata de k guzar jaen ge.



Lakh rakhe gi chopa kar mosamon ki ankh se

Dukhi Shayari

Lakh rakhe gi chopa kar mosamon ki ankh se,
Dukh hawa ka zard paton par aayan ho jae ga.



Le gai hai sari khoshbo cheen kar thandi hawa

Dukhi Shayari

Le gai hai sari khoshbo cheen kar thandi hawa,
Patian bikhari pari hain khak par mere lie.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Dukhi Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari