Zakhmi Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Zakhmi Shayari Poetry. Feel free to add your own Zakhmi Shayari Shayari here.

Zakhmi Shayari Collection

Zakhmi Shayari is a kind of urdu poetry containing sad and depressing poetries. Zakhmi Sher and Zakhmi Shayari is mostly loved by people who are heartbroken and are depressed.



Zara na moom hoa piar ki hararat se

Zakhmi Shayari

Zara na moom hoa piar ki hararat se,
Chatakh k toot gea dil ka sakhan aisa tha.



Dobe hoe taron ka ye matam nahin karti

Zakhmi Shayari

Dobe hoe taron ka ye matam nahin karti,
Charhate hoe soraj ki pursatar hai dunia.



Khod se bhi tor choka hon me taluq apna

Zakhmi Shayari

Khod se bhi tor choka hon me taluq apna,
Abb meri rah me hael koi diwar nahin.



khair badnaam to pehle bhi bahot the lakin

Zakhmi Shayari

khair badnaam to pehle bhi bahot the lakin,
Tum se milna tha k par lag gae ruswai ko.



Hiyat lazat e awaz ka hai dosara naam

Zakhmi Shayari

Hiyat lazat e awaz ka hai dosara naam,
Namak chirak to chirak zakham par dawa na laga.



Haq baat aa k ruk si gai thi kabhi shakeeb

Zakhmi Shayari

Haq baat aa k ruk si gai thi kabhi shakeeb,
Chale pare hoe han abhi tak zuban par.



Tote hoe marqad bhi zara daikh le chal ke

Zakhmi Shayari

Tote hoe marqad bhi zara daikh le chal ke,
Tanhai me naqshe na bana taj mehal k.



Tum ne apne qad ka andaza lagaea hai ghalat

Zakhmi Shayari

Tum ne apne qad ka andaza lagaea hai ghalat,
Hai agar qamat hamri kam tumhare samane.



Tanhaiyan utha na saken roshni ka bojh

Zakhmi Shayari

Tanhaiyan utha na saken roshni ka bojh,
Sae bhi dafan ho gae khali makan me.



Paon zakhami hon to ati hai chamak ankhon me

Zakhmi Shayari

Paon zakhami hon to ati hai chamak ankhon me,
Usi raste se guzarta hon jo dushwar lage.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Zakhmi Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari