Bhool Gaye hain?

Bhool Gaye hain?..

Udaasiyun Mein Jeena Aadat ban Gayi Hai

?*wasi*?

Jin se umeed thi Yaad Rakhne ki Woh hi Bhool Gaye hain?


send poetry

Two Lines Poetry
November 4th, 2010

6 comment

  1. Apni bebasi par aaj rona sa aaya
    Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya
    Har dost ki tanhaayi door ki
    Lekin khud ko har morh par tanha hi paya..!

  2. Yuhi aankhon se ansu bahte nahi,
    Kisi aur ko hum apna kahte nahi,
    Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein,
    Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi…

    lov u rupali

  3. Sona chahta hun per neend nahi aati hai,
    Badal badal ke karwate yunhi raat guzar jati hai,
    Kar bhi pyaar ka izhar ya jaane jigar,
    Akhir kyon tu mujhe itna tadpati hai…

    i miss u sangita

  4. Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai,
    Toot k phir muskrana kitna mushkil hai,
    Door tak jab chalo kisi k sath tu phir,
    Tanha laut k Aana kitna mushkil hai…

  5. Ye Dard Ka Kissa Ajeeb Hai…
    Yaad Sa Aaye To Ansu…
    Zikar Ho Jaye To Ansu…
    Dil Ki Darr-O-Dewaar Pe Dhanwant..
    Goonj Si Takraye To Ansu..
    Ye Dard Ka Kissa Ajeeb Hai.

    pappu

  6. Wo Sagar Nahi Aansu The Mere
    Jis Par Wo Kashti Chalate Rahe
    Manzil Mile Unhe Yeh Aarzu Thi Meri
    Is Liye Hum Aansu Bahate Rahe…

    biswajit

Comment here

Your Comment: