Be-sabab zalzala aalam main nahin ata..

Be-sabab zalzala aal..

Be-sabab zalzala aalam main nahin ata,
Koi betaab teh-khaaak tarrapta hoga..


send poetry

Ameer Minai, Two Lines Poetry
June 6th, 2016

2 comment

  1. Tumhare sheher ka mausam barra suhaana lage,
    Main ik shaam chura loon agar bura na lage,
    Tumhare bas main agar ho to bhool jao humen,
    Tumhen bhulaane main shayed mujhe zamaana lage,
    Hamare pyar se jalne lagi hai ik duniya,
    Dua karo kisi dushman ki baduaa na lage,
    Na jane kya hai us ki be-baak ankhon main,
    Woh mu chupaa ke jaye bhi to bewafa na lage,
    Jo doobna hai to itne sakoon se doobo,
    Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lage,
    Ho jis ada se mere sath bewafayi kar,
    Ke tere baad mujhe koi bewafa na lage,
    Woh phool jo mere daaman se ho geya mansoob,
    Khuda kare usay bazaar ki hawa na lage,
    Tum aankh muund ke pe jao zindagi qaiser,
    Ke aik ghoont main shaayed yeh bd-maza na lage.

  2. bahat nice

Comment here

Your Comment: