Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo

Taskeen na ho jis se..

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo

Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo

Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo

Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo

Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….


send poetry

Allama Iqbal
November 3rd, 2011

11 comment

  1. i.like it

  2. anjaam ka ho jo khatra to aaghaaz badal dalo

  3. ay dost karo himmat kuch door sawera hai.

  4. Zindagi Ka Raaz, Raaz Rehne Deejiye.
    Jo Bhi Ho Aitraaz, Aitraaz Rehne Deejiye.
    Par Jab Yeh Dil, Dil Se Kuchh Kahna Chahe,
    Yeh Mat Kehna Ke Aaj Rehne Deejiye !!

    Shayar By: Raaz Armani <3<3

  5. very nice

  6. Awesom! I Loved It… 🙂

  7. Dr.Allama Muhammad Iqbal the great

  8. umeday Judi thee aasmanou say
    aay shahmah tou nay ka keya parwanou say
    kibi aun ko jala deya kabi mar dala
    aaisa he kar deya duniya nay hum naadanu say

  9. i love Iqbal`s poetry

  10. I love this poetry

  11. Can you provide source of this poetry ?

Comment here

Your Comment: