Jahan KHUDA Nahin hai

Jahan KHUDA Nahin ha..

Peenay dai sharab masjid main baid kay Galib

Ya woh jaga bata jahan KHUDA nehen hai !!!!


send poetry

Mirza Ghalib
July 20th, 2009

14 comment

  1. masjid hai ghar khuda ka pine ki ye jagah nahi, kafir ke dil me ja ke pi wahan par khuda naheen.

  2. Kafir k dil ho kr aya hn ye dekh kr faraz
    waha bhi khuda hy mgr uko pta nhi

  3. KHUDA TU MOJOOD DUNIA MAIN HER JAGA….
    TU JANNAT MEIN JA, WAHAN PEENE SA MANA NAHI.

  4. Masjid huda ka Ghar hai koi Maikada nahi, Sharab pini hai to ja kisi kafir k dil mein pi

  5. peete hein saaqi Gham-e-duniya bhulanay k liye,
    Jannat mein koi gham nahi, isiliye wahan peena nahi 🙂

  6. ye kya kah diya khuda k baare me e Rahmaan
    tune kya soch liya hai KHUDA is bat se anjaan

  7. Ae galib tu sharabi to nahin,
    Masjid ya Kafir ya jannat bhul ja,
    Mere saath baith,
    Phir koi gila nahi…..!

  8. Hamko sharaab peene ka bahana chahiye,,
    Kahan khuda hai ,,ye humko pata nahi,,

    Peene de mujhko aaj,gham-e-judai mein thodi,,
    Dil mein khuda hai ,ye sabko pata nahi..

  9. Dil me khuda ki mohabbat basalo.
    Apne chero ko namazo se nurani banalo.
    Mai ki mohhabat mai kya milega iqbal tujhe
    Nabi ki sunnato se jannat kamalo

  10. Kyun kisi jaam k mohtaj ho hazrat…
    Mera saki to mujhe aankhon se pila deta he.

  11. aisi koi jaghah nahi jahan khuda nahi ….
    aisi koi haqeqat nahi jis ma khuda nahi ….
    jagao apni murda rooh ko or pocho us sy ..
    ma kahan ho khuda kahan ha or haqeqat kia ha

  12. Agar jannat me Jane ka irada ho tamami ka to bahand lo gale me patta Muhammad ki gulami ka

  13. Kon khta hai k momin mar gaya wo jail se chuta apne ghar gaya

  14. Kafir ke dil se aaya hun main ye dekh kar
    khuda maujoof hai wahan par use pata nahi….! ?

Comment here

Your Comment: