Na Tha kucH to Khuda tha

Na Tha kucH to Khuda..

Na Tha kucH to Khuda tha, Kuch na hota to Khuda hota
dubooYa mujhKo hoNi ne, na hota maiN to kya hota

hua jub Gam se Yun beHis, to Gum kya sar ke katNe ka
gar juda na hota tan sE, to zannon pur dhara hota

huI muddat ki Ghalib mar gaya, puR yaaD Aata hai
woh har ek baat pe kahena, ki yooN hota to kyA hota
Reply With Quote


send poetry

Mirza Ghalib
July 20th, 2009

6 comment

  1. It is not “gar juda na hota tan sE, it doesn’t rhym. The correct form is “na hota gar juda tan sE” . Please make the correction. Thanks.

  2. Cheen-o-arab hamaara, hindostan hamaara, rahne ko ghar nahin hai, saara jahaan hamaara

  3. Zahid sharaab peeney dey masjid mein baith kar, yaa woh jagah bataa dey jahan per khuda na ho.

  4. Paikhane me ghus gaye ,maikhana samajhkar, lote ka paani pee gaye paimana samajhkar

  5. Salike se sajana aaine ko varna e shaan galat rukh ho to phir chehre ka andaza nahi hota

  6. Kabi ey Haqiatae muntazir nazar a libas se Mijaz mien /

    K hazaron sajdae tarap rahae hain meri jabeen e niyaz mie.

Comment here

Your Comment: