Rahiye ab aesi jagha chal kar jahan koi na ho..

Rahiye ab aesi jagha..

Rahiye ab aesi jagha chal kar jahan koi na ho,
Hum-sukhan koi na ho, aur hum-zubaan koi na ho,

Parriye gar beemar to koi na ho teemar’daaar*,
Aur agar mar jaayiye to noha-khuwaa’n* koi na ho..

(teemar’daaar;caretaker, noha-khuwaa’n;noha reciter)


send poetry

Mirza Ghalib
February 23rd, 2014

One comment

  1. Kya thaa main tere ishq ne kya bana diya !!
    Thaa ek ilamgaar gunhagar bana diya !!
    Ae ghalib tujhsa toh nahi par shayar bana diya !!
    Raat mein jagte hai abb ishq ne GHALIB nikamma bana diya !!

    R

Comment here

Your Comment: