Dasht Mein Piyas Bujhaty Howe Mar Jaate Hain

Dasht Mein Piyas Buj..

Dasht Mein Piyas Bujhaty Howe Mar Jaate Hain
Hum Parinde kahein Jatay Howe Mar Jaate Hain,

Hum Hain Sookhay Howy Talaab Pe Baithe Howe Hans
Jo Taaluq ko Nibhaatae Howe Mar Jaate Hain,

Un Kay Bhi Qatal Ka Elzam Hamare sar Hai
Jo Hamain Zaher Pilatay Howe Mar Jaate Hain,

Yeh Mohabat ki kahani Nahi Marti Lekin
Log kirdar Nibhate Howe Mar Jaate Hain,

Hum Hain Woh Tooti Howi kashtiyon Waale “Mohsin”
Jo kinaaron ko Milaatay Howe Mar Jaate Hain.


send poetry

Mohsin Naqvi
March 17th, 2012

6 comment

  1. Mere marne se kisi ko,
    Zyada fark nahi padega…
    .
    DOSTON…
    .
    Bas tanhai royegi ke,
    Mera…
    Humsafar chala gaya…

    Aqeel akela

  2. vry vry vry vry nyc poetry. i like him vry much

  3. Dard e chirag jalne do yaro
    Yahi to vo chij hai jo uski parchhaiyan dikhati hai….

  4. Dard e chirag ko jalne do yaro
    Yahi to vo chij hai jo uski parchhaiyan dikhati hai..

  5. tu ny asy dekha ha mjhy jasy kabi dekha hi na tha
    mn tu dil mn tery qadmon k neshan tak dakhon
    03124498378

  6. Its Abbas Tabish’s Poetry Not Mohsin’s

Comment here

Your Comment: