~ * ~ Yeh vAleNtiNe Bhi Guzar Gaya ~ * ~

~ * ~ Yeh vAleNtiNe ..

~ * ~ Yeh vAleNtiNe Bhi Guzar Gaya ~ * ~

Yeh Valentine Bhi guzar gaya

Tere Intizar Mein

Tere Bichry Huy Pyar Mein

Tere Diye Huy Ghamon K Aazab Mein

Na Jany Kyun phr Bhi Ek Aas Baqi hai

Tere Lot Aany Ka Imkan Baqi Hai

Iss Naye Subha K Saath He

Dil Ko Tera Intizar Raha Tha

Bohat Shidatt Se Raha tha

Per Tu Na Aya Na Tera Koi Pegham

Ab Sham Bhi Dhal Rahi Hai

Aas K Umeedon K Diye Bujh Rahy Hain

Ik Baar Lout Aao Meri ? S A R A ?

Ek Baar Lout Aao . . .

Yeh Intizar Saaha Nahi Jata

Ab Raat Ho Chali Naya Din Shuruu (start) Hone wala Hai

Iss Dil Mein Bhi Ghupp Andhera Hai

Iss Raat Ko Manind

Tum Nahi AAye . . .

Ek Baar phr TEre Bin

Yeh vAleNtiNe Bhi Guzar Gaya

[? E L F M A D E]
K A A S H


send poetry

Valentines Day Poetry
July 21st, 2009

3 comment

  1. hal kya hoga ayese manjar ka sar se aanchal jo unka sarka.kahin hausla badh na jaye khanjar ka jikr mat kar mere sar ka.phul sa chehra dekh kar aayna bhi ban gya patthar.barud se khelne ke aadat hai hame aur ghar bhi hai hamara chappar ka.(haqiqak hai)

  2. jane kyo jahan me ayesa hota hai.khushi jo sab kn de wahi rota hai.umr bhar sath jo nibha na sake.jane kyo mohabbat usi se hota hai.

  3. ankhon me ansu hai phirbhi ham muskurate hai.
    Sada khush hai ham ya ehshash unhe krate hai.
    Wo kya jane ki rote rote muskurana kya hota hai.
    Lakhon gam hote hain dil me phirbhi chehra muskurata raha hota hai.
    Is hanshin par najana aye DOST.
    Ye dil me bhare gamo ka ehshash hota hai.
    Jo chehre se jhalakta hai aur ankhon se aansu chalakta raha hota hai.

Comment here

Your Comment: