Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam
Koi mausam ho dil ma..
Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam,
K badla he nahin jana tumharay baad ka mausam,
Na koi gham khizaaan ka hai na khuwahish hai baharon ki,
Humaray sath to har pal hai kisi ki yaad ka mausam ..
Yaad Shayari
January 11th, 2012