Wo nahin aya

Wo nahin aya..

Kabhi abad krta tha kabhi barbad krta tha,
Sitam woh roz ik naya ijad krta tha,
Zamana ho gaya lekin khabar lene nahi aya,
Jo panchi roz mere nam pr azad krta tha…

send poetry

Aansoo Shayari
April 15th, 2010

6 comment

  1. Kabhi abad krta tha kabhi barbad krta tha,
    Sitam woh roz ik naya ijad krta tha,
    Zamana ho gaya lekin khabar lene nahi aya,
    Jo panchi roz mere nam pr azad krta tha

  2. nice shayri

  3. its really best poetry….of my whole life

  4. Tu mera Tha
    Tu mera hai
    Tu mera rahe ga
    kuch pal is khawb mai khona acha lagta hai…

  5. Tu Kisi Or Ki
    Jageer Hai Ai Jaan-E-Gha zal

    Log Tufaan Utha Denge Mere
    Saath Na Chal
    Pehele Haq Tha

    Teri Chahat K Chaman Per Mera Pehele Haq Tha Teri Khushbu-E- Badan Per Mera

    Ab Mera Pyaar Tere Pyaar Ka Haqdar Nahi
    Main Tere Gesu-O-Ruk hsar Ka Haqdar Nahi

    Ab Kisi Or K Shano Pe Hai Tera Aanchal Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal

    Main Tere Pyaar Se Ghar Apna Basaon Kaise Main Teri Maang Sitaron Se Sajaon

    Kaise Meri Qismat Mein Nahi Pyaar Ki
    Khushbu Shayed Mere Haathon Ki Lakeeron

    Mein Nahi TU Shayed
    Apni Taqdeer Bana Mera Muqaddar Na Badal Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal

    Mujh se Kehtein Hein Ye Khamosh Nigahein Teri Meri Parvaaz Se Oonchi Hein Pnaahein

    Teri Or Gairat-E-E hsaas Pe Sharminda Hun
    Ab Kisi Or Ki Bahon Mein Hein Bahein Teri

    Ab Kahaan Mera Thikana Hai Kahaan Tera Mehal Log Tufaan Utha Denge Mere
    Saath Na Chal….

  6. such a nice poetry

Comment here

Your Comment:

Next: »