Aatish Haider Ali
Ranjish.com has lots of Urdu Aatish Haider Ali Poetry. Feel free to add your own Aatish Haider Ali Shayari here.Aatish Haider Ali Collection
Ae sanam jis ne tujhe chand si surat di hai..
Aatish Haider Ali
Ae sanam jis ne tujhe chand si surat di hai,
Usi Allah ne mujh ko bhi mohabbat di hai..
Sun To sahi jahaan main
Aatish Haider Ali
sun to sahii jahaan main hai teraa fasaanaa kyaa
kahti hai tujh se Khalq-e-Khudaa Gaibanaa kya
zina saba kaa Dhundati hai apni musht-e-Khaak
baam-e-baland yaar ka hai astana kya
ati hai kis tarah se meri kabz-e-ruuh ko
dekhun to maut dhund rahe hai bahana kya
betab hai kamal hamara dil-e-aziim
mahmaan saray-e-jism ka hoga ravana kya
Advertisements
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Aatish Haider Ali.