tamam duniya ko tanha kafeel kafi hai
tamam duniya ko tanh..

tamam duniya ko tanha kafeel kafi hai
khuda ke hone ki itni daleel kafi hai
hamari pyas ka mahvar tera madina hai
tamam tishna labon ko woh jheel kafi hai
Asad Taskeen, Islamic shayari
January 24th, 2022