Zindgi jeeny se Qabal

Zindgi jeeny se Qaba..

Apny dard barha leti hun

yadon main usey pas bula leti hun

zindgi jeeny se qabal jo maar gya tha

har pal usy jeeny ki dua deti hun


send poetry

Aansoo Shayari
December 26th, 2009

27 comment

  1. gud job

  2. guuuuuuuuuuuuuuddddd

  3. jo howa acha howa

  4. wwwwwwow

  5. Kya baat hai yaaaaaaaar kuch aur b likho na

  6. i like sooo much this poetry .
    a request to all frndz that plzzzzzzz don’t do love with out your life partner because its make so sad to any happy person. so plz take care love is so thing which can’t buy from any shop. So, take care of your love.

  7. milkar bichhadna dastoor hai zindagi ka.
    bas yahi ek kissa mashoor hai zindagi ka
    ham sabki nafrat ko hi pyar samajh lete hai.
    bas yahi ek kasoor hai meri zindagi ka.
    by the way i like your feeling of heart.

  8. Ek Nafrat hi Nahi duniya main ka sabab

    (Faraz)

    Muhabbat Bhi Sakoon waloon ko bari takleef deti hai

  9. hum na samjjhe teri nazroon ka taqaazaa kia hai. kbhi perdha kbhi jelwaa ye tamaasha kia hah.

  10. zabardast shairi

  11. aik baat sab yaad rakhna insaan jis cheez k chahta h wo us k milti ni
    or jis cheez k ni chahta wohi milti ………………….thx

  12. asad ap ne sahi kaha love is the end of life

  13. jukhattak@hotmail

    shair ke akhir mein jo ik “main” hai woh theek nahi kyunke yeh kaifiyat bohot logon ki hai. Aur aisi ke jeene ka maqsad hi khatam ho jaye

    KISI KE JAANE SE KOI MAR NAHI JATA
    BUS JEENE KE ANDAAZ BADAL JATE HAIN

  14. salam every one gooddddddddddddddddddddddddddddddd jop

  15. ashkon ki tarha meri ankh mein tasveer rehti hay uski,

    Bheeg janay k dar say mein kabhi roya nahi……………..

  16. Uffff… Inocentboy!! Tu ne to meri anso hi baha diyay yar…. Damn nice poem

  17. shayad k mein kamzoor parh jata us aakhri mulaqat mein dost yeh to barish ki mehrbani thi jis ne chupaye aansu mere ……………………(Younus)

  18. Hi ,
    the above shayri (Kabhi khud pe kabhi halaat pe rona aya
    )is not original one – its an old song from indian movie picturised on Dev-anand

    please put the original stuff

  19. khud ko chuntay hoay din sara nikal jata hay
    phir hawa shaam ki chalatay hi bikhar jata hoon
    ab bhi atay hain nazar dhundh main jugnoo mujh ko
    ab bhi chalatay hoay rastay main thehar jata hoo
    samad janan

  20. kuch log muhabat ko gham samajhte hain jo gham samajhte hain wo kam samjhte hain kesay guzrta ha waqat teray bina ye koi aur nahe hum samajhtay hain

  21. wah,la jawab

  22. love u oay

  23. dosto mohabbat insan ki zindagi savarti hai is main koi shak nahi.per jis pyar ki baat aap log kar rahe ho is pyar ne humesha taklif di hai to aye pyar sacha kaise ho sakta hai.shayad meri soch galat bhi hosakti hai per main nahi samjh ta ke main galat sochta hu

  24. KOI MILA HUME PARIYON KI KAHANI BANKAR..
    KOI MILA HUME SAPNO KI RANI BANKAR..
    PAR JISE HUMNE PALKO PE SAJAYA …
    WO NIKAL GAYA AANKHO KA PANI BANKAR..SAMEER

    YAR PYAR MAT KARNA YE PYAR EK BAHUT BADA DHOKA HAI KAHTE HIAN PYAR ME JITE JI MAR JATE HIAN YE SACH BAT HAI MENE PYAR ME DHOKA KHAYA HAI ISLIYE APSE YAHI KAHUGA PYAR MAT KARNA…..APKA SAMEER

  25. Pyar kia nahi jata ho jata hai..
    Zaroori nahi har pyar ka anjam bura ho pyar sacha pakiza ho tou kabhi end nahi hota..
    Agar pyar apka sath chorta hai tou uski wajuhat hoti hain..
    Like:-
    jab hum kisi ko chahne lagty hain tou bus hum hi usi k liye sub kiye jaty hain dosre ko moqa nahi daity woh bhi humhary liye kuch kare isi waja say usko adat par jati har sub yehe kar le ga khud aa jay ga apne relation mein balance rakhein umeed hai kabhi khatam na hoga
    “kHuShI…”4rm lhr

  26. Tere yaad mein aankhen hui is kadar nam.
    Dhundla gaya tera chehra ae bewafa sanam.
    Bus b kar ab in yaadon mein aana.
    Jeeteji to khatm kar diya ab chain se nikalne de mera dum.

  27. zabzdast shairi hai helo freinds kabhi kisi se itna pyar na karo ke aap us ke bina je na sako

Comment here

Your Comment: