Pyar Humko Bepanah Kar Gaye

Pyar Humko Bepanah K..

Pyar Humko Bepanah Kar Gaye
Phir Zindagi Mai Humko Tanha Kar Gaye
Chahat Thi Un K Ishq Mai Fana Hone Ki
Magar Wo Laut K Aane Ko Mana Kar Gaye


send poetry

Dard Bhari Shayari
January 6th, 2012

4 comment

  1. aaaisi baat nai hai yaar
    jab kabhi time milega to zaroor aapkesath timepass karege…………but…shhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh.
    chupke

  2. Min duostun m naweed hun dushmano ko khbar kar do
    woh jo qarz rekhte the jan per hum ne woh bi chuka dia. 1 dust hamara muhabt ki wja se qatal kar dia gia

  3. Meri nazar ko janun ka pegham de saqi
    meri hayaat ko lafani sham de saqi
    ye roz roz ka pena muje pasend nahin h
    kabi na hosh min aaun woh jaam de saqi
    you to pelaa ke sab hi gira dete hin
    maza to tab hai keh koi girte ko thaam le saqi

  4. Musawir
    baarE-ha tuj se kaha tha muje apna na bana
    ab muje chor k dunya m tamasha na bana
    na dikha paye ga to khwab meri ankhoun k
    ab br kehta hun musawir mera chehra na bana
    ek yahi gham mere marne ke liye kafi h jesa to chata h muje wesa na bana
    aik baat or pate ki main batawun tujko akhirat banti chali jaye gi to dunya na bana
    ye khuda ban k riayat nahin karte wasi hussan walun ko kabi qila o kaba n a bana 03 12 841 12 12

Comment here

Your Comment: