zakham ka dil per asar na tha koi
zakham ka dil per as..
Kisi bhi zakham ka dil per asar na tha koi
Yeh baat jab ki hai jab chaaragar na tha koi
Banaye jaaon kisi aur ke bhi naksh-e-qadam
Yeh kyon kahoon ke mera hamsafar na tha koi
Dukhi Shayari
August 16th, 2011
FEROZ
August 23rd, 2011 at 1:11 pm
BAHOT DARD HAI YAAR