Advertisements




EID

Pholon Ko Jis Trha Bhanwre Milte Hyn
Aao Is ?EID? Pe Hum B Kahin Milte Hyn
Apni Is Chahat Ko
Pyar Bari Rafaqat Ko
Sachi Lagan Ka Rang Dete Hyn,
Dunia K Liye Apni Mohbat Ko Misal Krte Hyn
Rawani K Liye Jese Darya Samandar Me Khud Ko Pamal Krte Hyn
Phool Jese Gulshan Se Wafa Nibane Hr Bar Nikalte Hyn
Aao Is EID pe Hum B Kahin Milte Hyn ?

More Urdu Poetry:

  1. Aansu jo beh rahey hein Aansu jo beh rahey hein inhein behney do Yeh keh...
  2. Ye Zakhm Sil Gaya To Phir Ye Dard Mit Gaya To Phir? Ye Zakhm Sil Gaya...
  3. Ye DiL Bhi T0 Sirf Usi Ke Liye Tha ? Kisi K Liye Zindagi Thi ? ? K0i Zindagi...
  4. TERA CHAHRA Tera chehre py meri Aankhe safar krti hai, Chand k...
  5. Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh zakhm sil gaya...
  6. Mujhe Jine Ki Aash Nahi Jivan Me Ab Mujhe Jine Ki Aash Nahi Aash He...
  7. Ye Dard mit gea Ye dard mit gea to pher! Yew zakham sil gea...
  8. Dua krty hein hm sar ko jhukay dua krty hein hm sar ko jhukay, aay dost aap...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy February 3, 2012
    Teacher: Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy., Pathan ne foran apna bag khirki se bahir phenka.. Teacher: Ye bag kis ne phenka hai..??? ; , Pathan: Main ne ….. yahooo.. … Chutti Teacher shocked… : … […]
  • dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee February 3, 2012
    dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee sarmay ashjaar ki poshaak dhaani ho gayee jaisay jaisay umr bhigi sado poshaaki gayee soot peela, shart niili , taayee dhaani ho gayee is ki ardo main ab bhi maghrabhi lahjaa mila kaalay baalon ki rangat zaafaraani ho gayee saanp k bosay ma kaisa pyaar tha k faatahaa phr phraa kr ek sadaaya aasmaani ho gayee narm t […]
  • sardion ki udas ratoon main February 3, 2012
    sardion ki udas ratoon main Sawan Ki Bheegi Shamoon Main Hum Khoye Khoye Say Rehty Hain Tumhari Haseen Yadon Main Jub Say Tum Bichry Ho Hum Tum Ko Yad Kertay Hain Ker K Yad Tumhari Soorat Ahain Ab Hum Bhartay Hain Tumhari Di Hoi Her Ik Shay Sanbhal K Ab Hum Rakhtay Hain Ja Ja K Un Glion Main Hum Tumahin Talash Kertay Hain Tumhary Peechay Duniya Chori Majnoon […]
  • Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha February 3, 2012
    sauda hamara kabhi bazaar tak nahi pohncha ishq tha jo kabhi izhaar tak Nahi pohncha yun tu guftagoon bohut huwe unse phir bhi silsila kabhi yeh pyaar tak nahi pohncha jaane kaise ho gaya waakif tamaam shehar daastan-e-ishq yun tu kabhi akhbaar tak nahi pohncha shartein ek dusare ki manzoor thi yun tu par masauda hamara kabhi qaraar tak nahi pohncha gahrayi […]
  • apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn February 3, 2012
    apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn bhoolta hi nahi aalam teri angraae ka … […]
  • naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati February 3, 2012
    naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati mgr jab wo yaad aatay hain to aksar yaad aatay hain … […]
  • ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai February 3, 2012
    ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai wo hud bhi rooth gaya hain mujhe hafa kar k … […]
  • tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaahum February 3, 2012
    tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaa yeh kya kiya k jahaan ko umeed-waar kiyaa … […]
  • raah mazmoon taaza bnd nahi February 3, 2012
    raah mazmoon taaza bnd nahi taqiamat khula hai baab – e sukhan … […]
  • shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas February 3, 2012
    shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas dil ko kaeen kahaniaan yaad si aagayeen … […]