Apka ansoo….
Apka ansoo…...
Bin dekhytasveer bana sakty hain hum
bin mily apka haal bata sakty hain hum
itna dum hai hamari mohabat main k
apka ansoo apni ankh se gira sakty hain hum
Ishq Shayari
December 13th, 2009
One comment
Comment here
Next: Shikayat kesi? »
awais
April 9th, 2010 at 3:50 am
Shikwa-e-ashq nahi Jurat-e-guftar nahin
mary hathon main jabar ki talwar nahin
Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai
Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahin
ae khuda mujh ko meri Ibadat k badly Mohabat de de
Main teri kisi b jannat ka kharidar nahin
jis ne insan se mohabat hi na ki ho
wo dar haqiqat khuda ka b talabgaar nahin