Advertisements




Mere Saamne Aakar Dekho

Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho
Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho

Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai
Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho

Youn Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka Safar
Kitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker Dekho

Bazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka Dhoka
Kin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker Dekho

Dil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum Per
Bas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker Dekho

Mout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai Mera
Laut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho

More Urdu Poetry:

  1. Meri Aankhon Se Khuwab Dekho Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho To Aik Shab Bhi...
  2. Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Utaar De, Phir Itna...
  3. atfaal hai duniya mere aage Bazecha-e-atfaal hai duniya mere aage hota hai shab-o-roz tamaasha mere...
  4. Mere Wajud Main Wafa Mere Wajud Main Wafa Ki Roshni Utaar De Phr Itna...
  5. Kachi Deewar Hoon Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko Apni Nazron...
  6. Bhula Dijiyey Mujhay Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey Mujhay Pathar Pe...
  7. A Mere Yar Lot Kar A Ja A Mere Yar Lot Kar A Ja Ajj Tere Bohat...
  8. Wo Kehti Hay. Wo Kehti Hay?? Batao Be Sabab Kion Rooth Jatay Ho?...
  9. AA KHUDA MERE Aa Khuda Mere Rishte Mein Kuch Aisi Baat Ho,,, Main...
  10. Choone Se Bikhar Jaaoonga Itna Toota Hoon Ke Choone Se Bikhar Jaaoonga Ab Agar...
  11. Tere Siva Tere Siva Nahin Aur Kuch Bhi Tere Siva?!!! Mere Dosti...
  12. Lamhy Yaad Rakhta Hoon Main Logo?n Se Mulaqato?n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon Main...
  13. nazdeekiyaan ehsaas dilati hain suna hai nazdeekiyaan ehsaas dilati hain.. dooriyan betaabi badhati hain.....
  14. Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Jin Ankhoon Pey Main...
  15. Tujhey pyaar ki kasam hay Tujhey pyaar ki kasam hay Mera pyaar ban k aaa...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]