Gum sum si rahguzar thi kanara nadi ka tha

Gum sum si rahguzar ..

Gum sum si rahguzar thi kanara nadi ka tha,
Pani me chand chand me chehra kisi ka tha.


send poetry

Picture Shayari
January 1st, 2012

3 comment

  1. Maut Ka Kya Kasur Gar Zindagi Bewafa Nikle
    Kuch Pal Ruk Kr Fir Chal Nikle
    Unse Kya Kahe Wo To Sache Hai
    Jab Meri Taqdir Hi Mujse Khafa Nikle,,,

  2. very nice……..Awesome lines………:)

  3. Usne sukoot-e-shab mein bhi apna payaam rakh
    diya
    Hijr ki raat baam per maah-e-tamaam rakh diya
    Aamad-e-dost ki naveed koo-e-wafa mein garm
    thi
    Meine bhi ik charagh sa dil sar-e-shaam rakh
    diya
    Shiddat-e-tishnagi mein bhi ghairat-e-maikashi
    rahi
    Usne jo phair li nazar meine bhi jaam rakh diya
    Usne nazar nazar mein he aisay bhalay sukhan
    kahey
    Meine to uske paaon mein saara kalaam rakh
    diya
    Dekho woh merey khwaab thay dekho yeh mere
    zakhm hain
    Meine to sab hisaab-e-jaan barsar-e-aam rakh
    diya
    Aur faraz chahiyein kitni mohabbatein tujhe
    Maaon ne tere naam pe bachoon ka naam rakh
    diya

Comment here

Your Comment: