Advertisements
Aansoo mein nay rok liye hain
Aansoo mein nay rok liye hain
Kawaab gharoda tor diya hain
Khat bhi saray phar diye hain
Dil ko mein nay bandh liya hai
Band ye saray khol na jana
Tum mujhe ab yaad na aana
Sheeish mahal ka ysunder sapnay
Tumne chakna choor kiye hain
Terey naam pe behtey aansoo
Khamoshi sey zabt kiye hain
Zabt key bandhan tor na jana
Tum mujhay ab yaad na aana
Ek ek kar kay saaray panchi
Apney gharon ko chaley gaye hain
Prem nagar key woo darwazey
Maine thak key band kiye hain
Dar yeh saray khol na jana
Tum mujhay ab yaad na aana
More Urdu Poetry:
- Bikhrey aansoo k moti Bikhrey aansoo k moti hum piro na sake Teri yaad...
- Mujh Ko Pagal Bana Gaye Aansoo Mujh Ko Pagal Bana Gaye Aansoo Jaane Kiaa Kia Suna...
- Aankhon Mein Aansoo Tere Pyaar Bhari Aankhon Mein Aansoo Achche Nahin Lagte Chaahe...
- Waisey To Jaantey Hain Sab Aap Key Jigar-O-Dil ?Navneet?-Sey Mulaayam Hain Zulm Kyaa Cheej Hai,...
- Qurb K Na Wafa K Hote Hain Qurb K Na Wafa K Hote Hain Saray Jhagray Ana...
- Akhoun main Mere Khawab Hain Jiski band Akhoun main Mere Khawab Hain, Jiski Sansuon me...
- Janun ko zabt sikha loon Janun ko zabt sikha loon to phir chaley jana mein...
- Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Idher To Shehar Ke Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Udher...
- Ye DiL Bhi T0 Sirf Usi Ke Liye Tha ? Kisi K Liye Zindagi Thi ? ? K0i Zindagi...
- Teri tarha malal mujhay bhi nahi raha teri tarha malal mujhay bhi nahi raha jaa ab tera...
- Terey Aansoo Meri Aankhoon Tum Ne Chaha Hi Nahi Haalat Badal Saktay Thay Terey...
- Mein Jo Hoon Mein Jo Hoon? Saamney Hoon! Meyree Shaayari Deykheyn Pooraa ?Abd?...
- Insaan Mein Haivan Insaan Mein Haivan Yahan Bhe Hai Vahan Bhi Allah Nigah-E-Baan...
- Yeh kis tazabazab mein Yeh kis tazabazab mein parh gayi hun Safar k imkan...
- Ye DiL Bhi T0 Sirf Usi Ke Liye Tha ? Kisi K Liye Zindagi Thi ? ? K0i Zindagi...
Advertisement


















