Manga Hi Nai Maine Apni Chahat Ka Sila..

Manga Hi Nai Maine A..

Manga Hi Nai Maine Apni Chahat
Ka Sila Tujhse ,
Ke Shahyad Inkar Ki Bhi Fursat Na
Ho Tere Pass .


send poetry

Sad Shayari
June 11th, 2012

28 comment

  1. mujy dukhi gazele bohat pesand hy love vali

  2. awesOme!!

  3. Dafan Hain Us k Ghr K Sath Qabristaan Main,
    Magar Phir Bhi Wo Roota Hai!

    Khud Hi Kaha Karta Tha K Bana Lo Qareeb Koi Thikana K Milna Asaan Hojay……

  4. i love u khadija

  5. HOOR JANNAT KI MUJHE KO LAGTI HE
    ES ZAMEE PAR HE WO MAGAR PALTI
    JO BHI DEKHE BANE DIWAANAA WO
    CHAAL, WO MORNI KI JAB CHALTI
    USKO HUSNE GURUAR THODAA HE
    US NE HAR DIL KO BAS YUN TODAA HE
    APNI HAAR BAAT US KO PYAARI HE
    PAR ANAA, KA NA SAATH CHOADA HE
    US KI BATOON NE DIL YE LUTAA HE
    BAN GAYA US KAA, JAG YE CHUTAA HE
    KESAA NATAA YE DIL KAA JODAA HE
    MENE SARAA JAHAAN CHOADAA HE
    MUJH KO WO HAR TARAAF NAZAR AATI
    MUSKURAHAT HE USKI TADHPAATI
    US KA CHEHRAA JO SATH REHTAA HE
    DIL PE MERE YE HAATH REHTA HE
    BHUL NA CHAHUN NA BHULAA PAAUN
    BAN KE PAR CHAAI SATH REHTI HE
    AB TO US KI KHUSHI KO JINAA HEI
    ZEHR HO – JAAM HO KI PINAA HEI
    BAAT DIL KI YE US KO KEHNAA HEI
    ZINDAGI TERE BIN NAA REHNAA HEI
    WRITEN BY HAMEEDA, AMEER

  6. ab hum dekhei tere sapne jab-bhi aankh lagi he,
    kholyun aankhei band rakhyun mei, teri hi tasweeren,
    diwane tere hum kitne kese – tujhe samjhaayei,
    raat or din teri baate ham khud se kiyaa karte hei,
    tanhai mei bheth ke abto ( aahei ) bharaa karte hei,
    hogay ham khud se begane tujh se chahat karke,
    ham ko ab malum nahi hei kese din ye dhalte,
    kese sub.ha aayi he, or kese sham dhali he,
    nam teraa likh -2 kar ham, us ko chumaa karte,
    kab tum milne aawoge bas yehi duwa hum karte,
    (bibbo) teri he diwani teri rahegi sajnaa,
    mangi duaa apne raab se ye, aahei bharte 2, ke
    writen by hameeda

  7. har rooz tujhko yaad kiyaa, rooz pukaraa,
    naa aayaa tu lott ke, kyun phir se dubaraa,
    he ishq meraa sachchaa ye jantaa he tu,
    kyun bewafaa huwaa tu, ye dil hi naa janaa,
    writen by hameeda ameer

  8. husn wale tu bataa de mujh ko,
    kyun tu chahe mujhe, itnaa kyun pyaar kare

    gum bhari meri do in aankhoon mei,
    apnaa sab kyuch kyun tu nisaar kare

    mujh ko kuch bhi pataa nahi rehtaa,
    jab mei dekhu tujhe, dil traa deedaar kare

    jab tu sharmaa ke lagti mere galle
    dil ki dharkan bhi mujhko teri lage

    dil meraa chahe, taa qyaamat tu
    mujh se lipty rahe bass yunhi gale

    qead kar lyun, agar bas mei ho mere,
    ye waqt mutthi mei, jab tu mujhe lgaye gale

    writen by hameeda ameer

  9. Hum Ne Jaab Pyaar Jataya To Bura Man Gaye,
    Haale Dil Apnaa Sunaya To Buraa Man Gaye,
    Pyaar KarTe Hei tumhei Kab Se Chupaya Ham Ne,
    Aaj Eizhaar-e Wafa Ki To Buraa Man Gaye,
    Ruth Kar Jab Wo Ham Se Jane Lage,
    Chale-Tareef Ki HumNe to Buraa Maan Gaye,
    Wo Bhi Kar Te Hei Hame Pyaar Ye Malum Hua,
    chipi Unki Tabbasum Hum to PehChan Gaye,
    Pyaar KarTe ho To Hum Se Chupate Kyn Ho,
    hum Aap Kaa Hale Dil,,, Haye abb Jan Gaye,
    Sari Dunia Ko Deewaana Banaa Rakkha He,
    Raaz Ye Kyaa He, Or Ku.n, Ye Pehchan Gaye.

    written By Hameeda Ameer

  10. halaat ki ye majboori he,
    kuch waqt ki sajan doory he,
    or waqt kaa bas ye takazaa he,
    tum bhool bhi jao mujh ko snaam,
    naa mei tum se umeed rakhoon,
    naa tum bhi wafyei mujh se karo,
    ummeed-e fawaa naa tum ko ho,
    naa main tere sapne dekhyu,
    bas aaj sajaan ye khayei qasam,
    anaa naa tum mere khuwaboo mei,
    bas aaj ye tum wadaa dedoo,
    bdal-daaloo aaj se raste sab,
    bas aaj tum ye qasaam leloo
    hum tor dei sab waade qasmei
    sab wade bhoolei aaj snaam,
    mujhe tanhaa.n chorr do jao snam
    bas jao wapas aaj loat ke tum,
    ye mery bass maj-boori he
    samjhoo tum is majboory ko,
    ye waqt kaa aaj takazaa he
    mere pyaar bhi sjaan adhaa he,
    or tujh se aaj ye wadaa he
    ashqoon ko laahu ban.jaane do
    mujhe zakhmoon se, larr-jaane do,
    bas akele tanhaa hi mar jane do
    jab tanhaai ye naseeb meraa,
    to tanhaa ishq mei bas jal jaane do
    tanhaa mujh ko jeene do snaam
    tanhaa mujh ko marjaane do
    naa ashq bahaa tu sath sanaam,
    tery yad he mere pas sanaam
    naa kall the tum sath snaam,
    naa aaj ho mere paas sanaam,
    halaat ki ye majboori he,
    taqdeer ki likhi sab ye doory he,
    writen by hameeda ameer

  11. hmei aaty nahi wafaaoo.n ki ginti karnaa,
    bas itnaa jante hei, mohabbat tujh thi, tujh se he,
    khuwahishei hzaaroo hain, meire nakam dil mei,
    ummid bahut dil ko, bas tujh se thi, bas tujh se he,
    ye ishq meraa sachcha, ye pyar meraa sachcha,
    tu meri jan he, Mere dil ko chahaat tujh se thi, tujh se he,
    written by hameeda ameer

  12. Hmei wo phool gulaab kaa, kahaa kartaa he,
    Wo patthar dil, jo dil mei rahaa kartaa he,
    dekh ke wo muskuraye kuch aese zalim,
    nigaaoon se seedha warr, dil pe kiyaa kartaa he,
    written by hameeda ameer

  13. har kisi ko gale lgaalo tum
    naa rakhnaa, bhed bhaau dil main tum
    samne aaye, koi dushman bhi
    dil mei nafrat kabhi naa lanaa tum
    ashq aankhoo mei bhar ke kehty hyu
    or sabhi ko, duaa ye dety hyun,
    pyaar se rahoo sabhi tum mere bhai
    aaj bass dil main ye duaa aai
    baat tum maanlo mere bhai
    dard or dukh ko sab bhulaa do tum,
    nafratei dil se, sab mitaa do tum,
    sab ke dil mei, jaghaa banaa loo tum
    sari duniya se karlo ulfat sabhi,
    roohh ko apne paak kar loo tum
    man-kar kehnaa aaj khuda kaa sabhi,
    dil mei sabhi insaaniyaat bhar-loo tum

    writen by hameeda ameer

  14. Hoti jismani hwaas , tujhko snaam paa-lete
    Ye to roohh kaa rishtaa he, tujhe kyaa malum

    Writen by hameeda ameer

  15. Hearaat he aaj mujh ko, tujhe eshq ho gyaa
    Tha sidha sadhaa bndaa, tu sufi -faqeer ho gyaa

    Written by hameeda

  16. hoty jab Chand se raatoon mei mulaqat mery
    tere baare mei , dil ki baat, kiyaa karte hei
    chand kehtaa mere pass, kitne hansi taare hai
    hum kehte, tujh se khubsurat, sajaan dekh hmare hei
    writen by hameeda ameer

  17. Hum sab ki zindagi, ik hansi jaal he,
    Padhoge is ko to,,, khub.surat kitaab he ye,
    naa padhi, to ye zindagi jeenaa muhaal he,
    Pyaar se suno ge isko, sargam ki taal he,
    gum mei bhi muskurao, to Ye ik dhaal he,
    agar rote rahoge, zindagi ye jinaa muhal he,
    gmoon ko gale lagaa kar bhi jo muskurate hain,
    wohi insaan kamiyaab, wohi bas khush hal he,
    writen by hameeda ameer

  18. Humnei Kisi kaa, Sukoon Lutaa He,
    Tu kahe baat ye to jhutaa he,
    Hum to phoolo ko, tood darte hei,
    ye jahaa lagtaa, saraa jhutaa he,
    Kyun naa sachchai he nazar aaty,
    Sach kaa damaan, sabhi se chutaa he,
    Jisko dekho, sabhi kyun rote hei,
    Sab kaa khushioo se, nataa tootaa he,
    Yaa khudaa sab pe, tu rehm karde,
    Aaj dukh se jahaa ye tutaa he,

    Wrint by hameeda ameer

  19. har khushi aaj mujse ruthee he,
    aaj duniyaa kyun lagty jhuty he,
    dekh gareebi bebasee or laachary,
    mujh se mery khushi bhi ruthee he,
    dard dekhaa nahi jataa sab kaa,
    bhudhi maa, bhuke peat sooti he,
    pese waaloon ke dil bane patthar,
    naa aaty nazaar kisi ko, aaj majbury he,

    writen By Hameeda Ameer

  20. ho mubaaraak sabhi ko eid kaa chaand
    eid aai he khushiyaa laai he
    Eid kaa chaand hum ne dekhaa he
    chand mei rab ko apne ne dekhaa he
    noor uskaa nzaar mujhe aaye
    saare alaam mei usko dekhaa he
    laye khushiyaa sabhi ke damaan mei
    jinko gum he wo door ho jayei
    labb pe mere duaa ye aayaa he
    apne bichre sabhi ko miljayei
    Murjhaaye dil sabhi ke khil jayei
    Agle ( saal ) eid phir mnayei hum
    dekh ke Chan duaa ye mangaa he
    ho mbaaraak sabhi ko eid kaa chaand

    written by hameeda ameer

  21. He ishq use bhi, bas kehtaa nahi hei,
    tabaasum bhi he jhuty, wo rotaa nahi hei,
    ik baat or he us zalim mein btaa-dyun,
    he door, magar dil se, wo jataa nahi hei,

    written by hameeda ameer

  22. Har insaan ki duniyaa mei, ik kahani hai,
    Kisi ke lab pe hansi. Kisi ki aankh main pani hei,
    Raat or din ki tarhaa, gam or khushi aate hei,
    Na ghabra-naa raat ke baad, subhaa to zarur aani hei,

    written by hameeda ameer

  23. ho ishq jinko desh se, marte hei khushi se,
    hanste huwe wo jaan, dete hei khushi se,
    he ishq sachaa jinkaa, karte wohi ye kaam,
    duniyaa mei jahaa mei, kar jate wahi naam,
    karnaa jo ishq tum bhi, karnaa jahaa mei naam,
    waqt aane pe dede naa, tum bhi khushi se jaan,
    izzaat wataan ki tum sab, bchaa lenaa khushi se,
    denaa tum jaan faqr se, marjanaa khushi se,
    moqaa milaa agar zindagi mei kabhi ( bibbo )
    hanste huwe ye jaan, dedenaa khushi se,

    written by hameeda bibbo ameer

  24. Hum Se Bichaar Kar, Humei yaad karooge ik din,
    MilooGe Dostoon ko, Magaar yaad karooge ik din,
    Zindagi ke safaar mei, milenge bahut se dost tumhei,
    Tanhaa jab bhi hoge, sirf hmei yaad karoge ik din,

    written by hameeda ameer

  25. Hameeda i l0ve y0u yar

  26. 03029144204.

    My c0ntect n0mbr plz mesg me

  27. I l0ve y0u hameeda

  28. Hameeda i miss y0u

Comment here

Your Comment: