Advertisements




Labon pe hansi

Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha

is zarf main itna kamal rakhta tha

kia khaber thi mujhy hi bhool jae ga

jo meri ik ik cheez sanbhal rakhta tha

suna hai log ab boht sataty hain usy

main jis ka itna khyal rakhta tha

More Urdu Poetry:

  1. ajeeb shaks tha. Ajeeb shaks tha. kaisa mizaj rakhta tha. sath reh kar...
  2. Lamhy Yaad Rakhta Hoon Main Logo?n Se Mulaqato?n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon Main...
  3. Labon pe phool khiltay hain laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahle...
  4. khuD k0 udaaS raKhta hun Badan pe apne Lahu ka Libaas rakhta hun? Main khaaS...
  5. Ansoo Hansi Hansi Mein Ansoo Hansi Hansi Mein Nikal Aaye Q Faraz?? Bethe Bethe...
  6. Faasley bhi rakhta hai junoo’n mai hosh k sab silsiley bhi sath rakhta hai...
  7. Kuch Barhami Hai Zara Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Main Milta Hai Iztiraab...
  8. Khawab to sab k hoty hain yahan apni apni bari pr sab hansty hain sab roty...
  9. Magar ab nahi… teri hijraton ka malal tha magar ab nahi mujhy sirf...
  10. Main Kissi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo, Mujhe Apni...
  11. Ab Mohabat nahi hoti Mujh ko Ab tujhy dekhun to mohabat nahi hoti mujhko zakham khulty...
  12. Ek ajab si betaabi reh gayi Ek ajab si betaabi reh gayi uske jaane ke baad...
  13. Muqaddar K Sitaron Par Muqaddar K Sitaron Par Zamano K Isharon Par Udasi K...
  14. Tum kaisi mohabbat karti ho main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho...
  15. barish usay pasand hay Suna hay barish usay bhi pasand hay wo bhi meri...


Advertisement

One Response to “Labon pe hansi”

  1. bewafai se pareshan bhi ho jatey hain
    narm jhonkey kabhi toofan bhi jatey hain
    hum ne mehboob jo badla to ta’ajub kesa
    log kafir se musalman bhi ho jatey hain
    yu’n to ik dard ka rishta hai sabhi logo’n se
    log kuch zeest ka unwan bhi ho jatey hain
    shehr bhar ko main muhabbat to sikha doon lekin
    khud tarashey huey bhagwan bhi ho jatey hain
    hadisa ho ya koi mojza shahi kuch ho
    rastey pyar k asan bhi ho jatey hain.

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry




RSS Shayari

  • Mera dil udas kyun hai.. May 16, 2012
    Jo zara kisi ne chera chalak jaynge aansu, Mujhse koi na pucho mera dil udas kyun hai. … […]
  • Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue May 16, 2012
    Kabhi Dekha Hai Andhe Ko Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue, Maine Mohabbat Mein ‘TujhPe’ Kuch Yu’n Bharosa Kiya Tha..!! … […]
  • Main Bhool Gaya Hon Tujhe? May 16, 2012
    Kia Kaha..?? Main Bhool Gaya Hon Tujhe..? Nahi…! Nahi …! Dil Abhi Dharakta Hai… … […]
  • Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi May 16, 2012
    Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi Itne Bhi Hum Majboor Nahi, Dohra Kar Teri Baton ko, Kabi Hans Len Gy Kabi Ro Len Gy..!! … […]
  • Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko May 16, 2012
    Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Mein Hun Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko Mujh Se TU Poochnay Aaya Hai Wafa Ke Maainay Ye Teri Saada-Dili Maar Na Daalay Mujhko TU Ne Dekha Nahee Aainay Se Aagay Kuch Bhee Khuda Parasti Mein Kaheen TU Na Ganwa Le Mujhko Khud Ko Mein Baant Na Daalon Kaheen Daaman Daaman Kar Dia TU Ne Agar Mere Hawaalay Mujhko Baada […]
  • Mohabbat khawb hoti hai.. May 16, 2012
    Mohabbat khawb hoti hai, Bari betaab hoti hai, Agar koi pooch bethe tou, Mohabbat raaz hoti hai.. … […]
  • Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona May 15, 2012
    Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona Tum Meri Yaad Ka Har Deep Bujhaa kar Soona, Ek Sitara Bhi Mere Khayal ka Baqi Na Rahe Chandni Shaab Kay Nishanat Mita Kar Soona, Darr Laga Rehta Hai Neendin Hi Kahin Cheen Na Le Tera Yeh Roz Meray Khuwaboon Main Akar Soona, Baad Main Log Gira Dain Tu Koi Baat Nahi Har Taraf Piyar Ki Deewar Utha kar Soona, Bhool Jaao […]
  • Apni tanhai mere naam pe abaad kare May 15, 2012
    Apni tanhai mere naam pe abaad kare, Kaun hoga jo mujhe uski tarah yad kare.. … […]
  • Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad May 15, 2012
    Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Yaad Ke Ghar Nahee Rahay Aabaad Kitni Aankhain Howin Halaak-e-Nazar Kitnay Manzar Nahee Rahay Aabaad Hum Ke Ay Dil Thay Sakhan Sir Taa Paa Hum Labon Pe Nahee Rahay Aabaad Sheher-e-Dil Mein Ajab Mohallay Thay In Mein Aksar Nahee Rahay Aabaad Jaanay Kia Waaqiya Howa Kiun Loog ???? Apnay Andar Nahee Rahay Aabaad … […]
  • Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai.. May 15, 2012
    Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai, bas kuch hi khushnasib hote hai, jinhe mohabat milti hai. … […]