Charaagh-e-Raah Bujha Kia, Ke Rehnumaa Bhi Gaya
Charaagh-e-Raah Bujha Kia, Ke Rehnumaa Bhi Gaya
Hawa Ke Saath Musaafir Ka Naqsh-e-Paa Bhee Gaya
Mein Phool Chunti Rahee Aur Mujhe Khabar Na Howi
Wo Shakhs Aa Ke Mere Sheher Se Chala Bhee Gaya
Bohat Azeez Sahee Osko Meri Dildaari
Magar Ye Hai Ke Kubhi Dil Mera Dukha Bhee Gaya
Ab Un Dareechon Pe Gehray Dabaiz Parday Hain
Wo Taank Jhaank Ka Masoom Silsila Bhee Gaya
Sab Aaye Meri Ayaadat Ko, Wo Bhee Aaya Tha
Jo Sab Gaye Tou Mera Dard Aashna Bhee Gaya
Ye Ghurbatain Meri Aankhon Mein Kaisi Utri Hain ?
Ke Khwaab Bhee Mere Rukhsat Hain, Ratjaga Bhee Gaya…!
More Urdu Poetry:
- jo bujha to raat ka lamha lamha sanwar gayalamha jo bujha to raat ka lamha lamha sanwar gaya wo...
- phir ik charaagh jala shaam ki haveli mei safar malaal ka hai aur chal rahi hooN maiN ghubaar-e-shab...
- Raah…. Jab aas paas roshni hoti hai to tare nazar nahi...
- jab mout se bhi badh kar koi sazaa de gaya Wo Mohabbat meiN ye kaisi wafaa de gaya khus rahun...
- mout se bhi badh kar koi sazaa de gaya Wo Mohabbat meiN ye kaisi wafaa de gaya khus rahun...
- Dil Ki Taaron Ko Mere Cher Gaya Koi Dil Ki Taaron Ko Mere Cher? Gaya Koi Mere Jazbaaton...
- Shayad main zindagi ki sehar leke aa gaya Shayad main zindagi ki sehar leke aa gaya, Kaatil ko...
- Mere naseeb ka khel niraala ho gaya Mere naseeb ka khel niraala ho gaya, Ghar mera jalaa...
- Chala Gaya Mujhay Chor Kar Chala Gaya Mujhay Chor Kar Wohi Aaj Tak Mere Saath...
- Bari ajeeb sii baat hai jo na mil skay wohi be-wafa ye bari ajeeb sii...
- Phir ajnabi fizaon se jorra gaya mujhe Phir ajnabi fizaon se jorra gaya mujhe, Mein phool thi...
- Mere Sabr Ka Na le Imtehaan Mere Sabr Ka Na le Imtehaan Meri Khaamoshi Ko Sada...
- Yaad bhi raah ki diwar samjhate hain muje Yaad bhi raah ki diwar samjhate hain muje, Me samjhata...
- Mil gaya koi Meri palkon pe tery khawab rakh gaya koi meri sanson...
- kya kya badal gaya ! Aankhoon ka rang, baat ka lehja badal gaya wo shaks...
Advertisement















Afreen sheikh
April 28th, 2012 at 10:58 am
I like 2 much parveen’s poetry… Iv there z any deep poetry so plz gv me itz adres….