Advertisements




Mujhe Rone Nahin Diya

Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin Diya
Daman Bhi Tere Gham Main Bhigone Nahin Diya

Tanhaian Tumhara Pata Pochti Rahin
Shab Bhar Tumhari Yad Ne Sone Nahin Diya

Dil Ko Tumhari Yad K Aansoo Aziz The
Dunya K Koi Gham Samone Nahin Diya

Nasir Yon Us Ki Yad Chali Hath Tham Ker
Mele Main Is Jahan K Khone Nahin Diya

More Urdu Poetry:

  1. Mujhe rone do Paana bahut kuch chahta hoon magar Bas aaj khud ko...
  2. Yaad Karna Chod Diya Hai Hassi Ne Labon Pe Thirakna Chod Diya Hai Khwabon Ne...
  3. Talaash karna hi chor diya Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya...
  4. No baat ezhaar tak chali ayi. lali rukhsaar tak chali ayi....
  5. Mein Diya Hoon Toote Mazaar Ka Mein Diya Hoon Toote Mazaar Ka Sar Shaam Kisne Jala...
  6. ishq ne rula diya Ishq ne humien rula diya, Jis par par marte they...
  7. Choudhwen Ka Chand Dekhon Jab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon Tum Yaad Aatey Ho...
  8. Tanha Kar Diya Mujh Ko Us Nay Is Kadar Tanha Kar Diya Mujh Ko Kay...
  9. chup hai har waqt ka rone waala chup hai har waqt ka rone waala; kuchh na kuchh...
  10. Woh Dilli Chali Gayi Jise Dil Diya Woh Dilli Chali Gayi Jise Pyar Kiya...
  11. Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar. Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar....
  12. Phir Kisi Yaad Nay Raat Bhar Phir Kisi Yaad Nay Raat Bhar Hay Jagaya Mujh Ko...
  13. Rizq Ny Rasta Bhula Diya Bhujty Hue Diye Ki Dua Kaam Kar Gae Ik Shaab...
  14. Neend Aankhon Main Nahin Neend Aankhon Main Nahin, Khwaab Kho Gaye Tanha Hi The,...
  15. Dil Diya Aitbar Ki Had Thi Dil Diya Aitbar Ki Had Thi Jaan De Dih Yeh...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]