Yaad To Nahi Aatay
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Magar Jab Bhi Saans Letaa Hoon
Khushboo Ki Tarha Saansoonmain
Roz Tum Bikhartee Ho
Rooh Main Har Dam Utartee Ho
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatee
Jab Kari Dopahar Main Sooraj Ka
Aks Meray Badan Pay Parta Hay
Saaya Ban Ker Saath Saath Chaltee Ho
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Raat Ki Zulf Jab Bikharti Hay
Sapna Ban Ker
Meri Sooni Aankhoon Ki
Rooshni Bhi Bantay Ho
Har Ghari Meray Saath Rahtay Ho
To Tumhain Kaisay Yaad Kar Loon Main
Bhool Jaoon To Yaad Kar Loon Gaa
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Mujhay Yaad To Nahi Aatay
More Urdu Poetry:
- Teri tarha malal mujhay bhi nahi raha teri tarha malal mujhay bhi nahi raha jaa ab tera...
- Kabhi yaad hi nahi aaya To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya? Kisi...
- mohabbat ke gam karunga yaad main aaj sirf mohabbat ke gam karunga yaad haan ye...
- Haan Yeh Aasan Nahi Haan Yeh Aasan Nahi K Main Khud Ko Tujh Se...
- Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar. Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar....
- Mujhay Fursat Hi Fursat Hai Mujhay Fursat Hi Fursat Ha Mujhay Fursat Hi Fursat Ha...
- Bhula Dijiyey Mujhay Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey Mujhay Pathar Pe...
- Yaad Aaoonga Yaad Aaoonga Har Us Lamhe Me Yaad Aaoonga Jab Tum...
- Tum Ko Yaad Kia Chahat K Is Dariya Per Dariya Aur Kinarey Per Dil...
- Wo kehti hai k mujhay Wo kehti hai k mujhay tum say muhabbat nahi Tu...
- Tum Bin Jee Nahi Sakte Jo Hum Mehsoos Kerte Hyn Agar Tum Tak Pohanch Jaye...
- Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Jaisay Meray Sarkaar...
- Teri Yaad Le Kar Ik Shaam Aati Hai Teri Yaad Le Kar Ik Shaam...
- Din To Guzar Hi Jata Hai Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me...
- Din To Guzar Hi Jata Hai Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me...
Advertisement














