Is qadar toot kay tum par humey pyar ata hai..

Is qadar toot kay tu..

Is qadar toot kay tum par humey pyar ata hai,
Apni bahon me bharien mar hi dalien tum ko..


send poetry

Aashiqi Shayari, Wasi Shah
February 26th, 2013

4 comment

  1. hath py bandh len seeny py saja len tumko,

    dil ye kehta hai k taweez bna len tumko,

    phir tumhy roz sanwaren tumhy barhta dekhen,

    kyoun na aangan mai chambeli sa laga len tumko,

    kya ajab khawhishen uthti hain hamary dil mai,

    kr k “munna” sa hawaon mai uchhalen tumko,

    kabhi khawbon ki tarah aankh k pardy mai raho,

    kabhi khawhish ki tarah dil mai bula len tumko,

    hai tumhary liye kuch aesi aqeedat dil mai,

    apny hathon py duaon sa utha len tumko,

    jaan deny ki ijazat bhi nahi dety ho,

    warna marr jayen abhi marr k manaa len tumko,

    is qadar toot k hamen tum py pyar aata hai,

    apni baanhon mai bharen maar hi dalen tumko…………

  2. is kadar na chahna kisi ko Wasi
    ke baho m lo use
    ar qatil ban jao tum……….

  3. itna pyar ho to qatil kia maqtul kia

    Bht khub wasi janab bht khoob SUBHANLLAH

  4. bhahon mein bhar kr wassssi hosh kaha aata hai mar darne ka

Comment here

Your Comment: