Yeh alam shok ka dekha na jay..
Yeh alam shok ka dek..
Yeh alam shook ka dekha na jay,
wo buut hai ya khuda dekha na jaye,
Yeh kin nazroo sy tu ny aaj dekha,
k tera dekhna,dekha na jaye,
Hamesha k liyay mujh sy bechar ja,
yea manzar barha dekha na jaye,
Galat hai jo suna par azma kar,
tujhay ay bewafa dekha na jaye,
Yeh mehroomi nahi pass-e-wafa hai,
koi teray sawaa dekha na jaye…
Aashiqi Shayari
September 12th, 2013