Jo yaad aaon to laut aana
Jo yaad aaon to laut..
Geya zamana badha sohana jo yaad Aaon to lot Aana,
Wo Aankhon Aankhon main baat karna
wo baton baton main raat karna,
hansi chupane ko lab k Aage Haseen komal se Haath
Karna kabi hansana kabi rolena,
Ye baat tum bi kabi to samjo Hamari chup main bi Guftago hai, !mansha!
Samajh sako to Hamen batana Jo yaad Aaon to lot Aana.
Bewafa Shayari
November 1st, 2011