Mere sar ki jhuti kasam

Mere sar ki jhuti ka..

lagta hai khuda ka bulawa aane wala hai hame..
Aaj kal mere sar ki jhuti kasam kha rahe hain wo..


send poetry

Bewafa Shayari
September 7th, 2011

One comment

  1. Faraz-o-Faiz o Mohsin ki
    Kitaabyn mt abhi parhna
    .
    Ye sab lafzon k shaair hain
    Tumhain uljha k rakh dayn gay
    .
    Tumhain Maloom hi kab hai
    Muhabbat k libaaday mai
    Hawas aur Hirs hoti hai
    .
    Ye insanon ki dunya hai
    Magr in say kahin barh kar
    yahan wehshi darinday hain
    .
    Wo wehshi jin ki ankhon me
    Machaltay piaar k peechay
    Hawas aur hirs hoti hai

    Suno! Ae chand c larki
    Abhi tum Titlyan pakro
    Ya phir maasoom c ankhon say
    Dhairon …khawab dekho tum

Comment here

Your Comment:

Next: »