Tum Se Bohat Kuch Kehna Hai Magar..

Tum Se Bohat Kuch Ke..

Tum se Bohat Kuch
Kehna Hai Magar !!

Kabhi Tum Nahi Milte
Kabhi Alfaz Nahi Milte !!

Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein
Ek Pal Mein Magar !!

Kabhi Kadam Nahi Chalte
Tu Kabhi Raste Nahi Milte !!

Tumhen Pana Chahti Hoon
Umar Bhar Ke Liye Magar !!

Kabhi Halat Nahi Milte
Tu Kabhi Jazbat Nahi Milte !!


send poetry

Intezaar Shayari
August 15th, 2012

8 comment

  1. No wrds 2 explain.realy awesme

  2. wah g wa

  3. jjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjj

  4. kahta thay jo terikhatir jan b luta dygain……… junaid aj kahty hain hath chor do meri izat kasawal hai

  5. dukhi junaid hay hay

  6. dard hai dil mai per isks ehsas nahi hota rota haidil jab wo pas nahi hota barbaad hogaye ham unkay piyar mai aur wo kehtayin hain iis tarhan piyar nahi hota

  7. WaW heart touching lines….

  8. dukh dard k maron say mera zikr mat karna
    ghar jao tu yaro se mera zikar mat karna
    wo zabt na kar payengay ankhon k samndur
    tum rah guzaron say mera zikar mat karna
    pholon k nasheman mein raha hun sada say
    dekho kabhi khazaroon say mera zikar mat karna
    shayed yeh andheray he mujhay rah dikhein
    ab chand sitaron say mera zikar mat karna
    wo meri kahani ko ghalat rang na dey dein
    afsana nigaron say mera zikar mat karna
    shaid wo meray haal pey besakhta rodein
    is bar baharon say mera zikar mat karna
    lay jayngay gehrai mein tum ko baha kar
    darya k kinaron say mera zikar mat karna
    who shaks milay tu ussay har bat bata dena
    tum sirf esharon say mera zikar mat

Comment here

Your Comment: