Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai..
Usne kaha Mujh se ki..
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai..
Maine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai?
Usne kaha kaun Tumhe hai bahut Azeez..
Maine kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai?
Usne kaha kaun sa Tohfa hai pasand..
Maine kaha Woh Sama jo ab tak Udhaar hai?
Usne kaha saath kahan tak Nibhaoge..
Maine kaha jitni ye Saanson ki Taar hai?
Usne kaha Mujh ko Yakeen aaye kis tarah..
Maine kaha Mera Naam hi Aitbaar hai?
Pyar Mohabbat Shayari
July 20th, 2009
Zeeshan Hussain
November 12th, 2014 at 2:06 am
Bohat HooB
Razabadr
February 21st, 2015 at 11:29 am
Bahut hi khubsurat ashar hai bahut umda
Munawar sayyem
October 19th, 2015 at 3:57 pm
Sooo nice.
Lagta hai ab k bar muhbt ho he jaye gi
maine khawab mein khud ko marty dekha hai.