Mujh ko tanha kar gya dosti karne ka shoq

Mujh ko tanha kar gy..

Kya khabar thi, maar de ga zindagi karne ka shaoq
Mujh ko tanha kar gaya hai dosti karne ka shaoq

??? ??? ???? ??? ?? ?? ????? ???? ?? ???
??? ?? ???? ?? ??? ??? ????? ???? ?? ???

Go meri aoqaat jugnoo ke baraabar bhi nahi
Par hai sooraj se zyaada raoshani karne ka shaoq

?? ???? ????? ???? ?? ????? ??? ????
?? ?? ???? ?? ????? ????? ???? ?? ???

Jab se chooma hai jabeen ne aap ki dehleez ko
Mere dil ma baRh gaya hai bandagi karne ka shaoq

?? ?? ????? ?? ???? ?? ?? ?? ????? ??
???? ?? ??? ??? ??? ?? ????? ???? ?? ???

Jaane kis barsaat ki maqrooz hain aankhein meri
Ho gaya hai baarishon ki pairawi karne ka shaoq

???? ?? ????? ?? ????? ??? ? ????? ????
?? ??? ?? ?????? ?? ????? ???? ?? ???


send poetry

Sad Shayari
October 12th, 2009

57 comment

  1. salam

  2. vvvv

  3. baht acha jinab kia kehny hain ap ka
    zabrdst
    kush raho hamisha
    amin
    ALLAHA nighabban

  4. salam.Very Good.

  5. sahi hi ha

  6. Nice yaar…

  7. wah……………….kya bt hai

  8. Es dil terey baad muhabbat be nahi ki
    Had ye k dharaknay ki jisaarat be nahi ki
    Usney be hummien ghuolamon ki safon mein raka
    Es dil pe kabi jisney hukoomat be nahi ki

  9. hi
    i am nazir mughal 4rm kashmir
    kabi zindagi mai kisi sey itna payar na karo k us ko pa na sako

  10. Jaane kis barsaat ki maqrooz hain aankhein meri
    Ho gaya hai baarishon ki pairawi karne ka shaoq

  11. Kya khabar thi, maar de ga zindagi karne ka shaoq
    Mujh ko tanha kar gaya hai dosti karne ka shaoq

  12. bazm-e-alam mein bohat bheed hai chehron ki magar.
    kuch aise hai jo dil mein utar aate hain.
    jin ke paikar mein firozan ho muhabbat ke charag.
    unke hone se andhere bhi sanvar jate hain.

    HASIL———– SAHIL

  13. very nice gazal which impressed every one who read it . thanks.

  14. I read the gazal that is very nice feelings shows of the writer and impressed the mind of mine. Thanks a lot for up loading.

  15. Aik achhi soch ka muzahira hai shaayer ka kalaam kis ka hai koi to es web mein likh day bhot achhi Ghazal hai aaj nazar say guzari hai to daad diay baghair na raha gaya.

  16. hum nai to khud ko bandey rakhna chaha tha tum sey
    par kya karain aap ki kismat mai wafa hi kam hai
    hum toe teri adawoon k kayal they teri surat mai kaha itna dum hai ab dil k pass kar ya par kar kanjar terey hath mai hai samney hum hai

  17. wo dekho dil ke hamraz hum ko shod ke janey lagae
    wo samaj kar b nasamaj paye jin ko pane mai zamaney lagey

  18. bht khooob.. 🙂

  19. SALAM GUD

  20. Really Excellent shayari

  21. wow yaar bohot ache

  22. pani ka ek katra aankh se gira abhi abhi,
    Kya tumne mujh ko yaad kiya abhi abhi,
    Tujhse mile zamana hua magar,
    Yun laga koi mujh se mil k gaya abhi abhi

  23. Mujh ko tanha kar gya dosti karne ka shoq

    Nice,,,,,,,,

    i Like it,,,,,,,

  24. sallllam nice

  25. Barish k har boond me teri tasveer ho,

    Simat kar har boond mere dil k qareeb ho….

  26. loving heart

  27. tum to Chal diye Mujhay tanha chord kay NASIR,

    Ab kis say kahen k teri dosti ki misal baney…………

  28. very nice yar goood

  29. is dunia me pyar veyar kuch nahi hota sub matlab perast log hote hian nikala or chord deya ok yad rakhana 03347527183

  30. May tho baad shah tha apnee zindagee ka.
    Jab say daytha app ko
    app ka gullam kogia . mayra dil.

  31. Hum nay aj tahk na dunya daykeey na dunya walay
    jab say ankh kolee hay

    Bas apke tasweer aankoo may laykee goom tay hay

    SOHAIL TANHA
    sohail_khan35@yahoo.com.pk

  32. Jab say bichray hay hum ap say .
    Na kaa tay hay na peetay hay
    Mushkil say ek niwalah kahtay
    Aur bas yad tumharay aathee hay

  33. TAQDEER banay walay tu ne KAMI na ki….

    AB kis ko kia MILA YE to MUQADDAR Ki baat hai??????

  34. bahut acha intekhab hay meharbani

  35. Badi mushkil se sulaya tha khud ko aaj maine………
    Apni aankho ko tere khwaab ka laaalach de kar…………..

  36. suprb hain
    For more romantic poetry join me facebook

  37. bahut maza aya poetry parh kar but mujhay urdo say zeada saraiki achi lagti hy agar koi share karay to bht bht shukrea

    zameer gurmani 4m multan

  38. 25/4/2011

    Deidcated to them who love and didnt find ?

    utha ka phoooool ki pathie nazakat say masal dali ,
    isharaaa say kaha hum dil ka aisa hal kartay han ?

    sooorey to say my dear friends may be i was worng but unforntunatleyjo log piyar ko biyan kar rahi han may be har shaks ki apni thinking hay but am again sorrey tu say yar piyar wo nahi jo bathiya jai samjhia jai piayr to wo hay jo
    mehsoooos hoo jai

    just for sad peotry i will waite for my dear respected friends 03453118491

  39. KITNY AJEEEB HEN TERE SHEHR K LOG SBSBSBS
    SHAQ E MULAQAT TU RAKHTY PR BAAT NAI KATY

  40. hi,m shameen 4rm karachi. asalamualikum 2 all.

  41. Kya khabar thi, maar de ga zindagi karne ka shaoq
    Mujh ko tanha kar gaya hai dosti karne ka shaoq

  42. “MY FAV0URITE”
    Mujhe na saans aati hai,
    Na mera dam nikalta hai,

    Magar yeh beech ka Aalam,
    Bohat takleef deta hai,

    Samandar na nigalta hai,
    Na saahil per patakhta hai,

    Magar yeh dobna ubharna,
    bohat takleef deta hai,

    Jo tum bolo sanwar jayen,
    jo tum bolo bikhar jayen,

    Magar yeh totna jurna,
    Bohat takLeef deta hai,

    Jo tum mano to batla’en,
    jo tum samjho to samjha’en,

    Tumhare bin adhoora-pan,
    bohat takleef deta hai…
    -?ndless Pa?n-

  43. Wah janab wah
    arz hai:
    khabar kiya thi ke gam khana padega

    hame unse muhabbat karke pachtana padega.

  44. Usne kamal kiya main ne had kar di, Main khud badal geya uski nigha badalney tak.

  45. Sab ke honton pe thha merey qatal ke baad, Jaaney keya soch ke rota raha qatil mera

  46. Tu Hazaar Baar Bhe Rootha To
    Manaa Loon Ga Tujhay
    Aey Ham-dam

    Magar Daikh

    Mohabbaton Men
    Meri jaga shamil
    Koi Doosra Na Ho?!03006067291

  47. Sweet & lovely ghazals . I like it. $

  48. ”Mein be waja us ka inthzar karta raha”

    Woh Mojhy khyab daykhata raha ohnch ohnch

    ”Mein bh pagal tha ky bas atbar karta raha”

    Is sy bhr kar bh bhla or satam kia ho ga ‘sham’

    Mein yahan rota raha woh sanghar karta raha.’03006067291

  49. Kyu Photee Taqdeer Meri

    Kyu Rhoote Kismat Meri

    Kyu Choote Duniya Meri

    Kyu Aankhen Huwe Nam Meri

    Kyu Wo Wada Tor Gaya

    Kyu Apna Bana Ka Chor Gaya

    Kyu Huwa Mera Sath Yah

    Kyu Khoya Mena Pyar Yah

    Kyu Wo Mujhy Mil Na Saka

    Kyu Yah Dil Us Ka Ho Kar Be Ho N Saka

    Kyu Mena Pyar Kiya

    Kyu Apne Zindagi Ko Barbad Kiya03006067291

  50. Zindagi Mli Zra Si Thi”

    Kuch Is Me Kami Zra Si Thi”

    Wo Roz Hota Gya Paas Mere!

    Lekin Phir Bhi Doori Zra Si Thi”

    Chand Jagte Jagte So B Gaya!

    Raat Abi Beeti Zra Si Thi”

    Qasoor Chashm-e-Awara Ka Zyada Tha!

    Meri To Marzi Zra Si Thi”

    Mohbat Bant Di Us Ne Zamane Me!

    Jo Mere Hisey Me Ayi

    ” ZRA SI THI”03006067291

  51. Kabhi Un ka Naam Lena
    Kabhi Un Ki Baat Kerna
    Mera Zauq Un Ki Chahat
    Mera Shauq Un Pe Marna
    Kabhi Chalte Chalte Thamna
    Aur Tham k Beth Jana
    Kabhi Larkhara k Girna
    Aur Gir K Phir Sambhalna
    Kabhi Raat Raat Rona
    Kabhi Din Charhey Sisakna
    Kabhi Darya Darya Rehna
    Kabhi Boondh Ko Tarasna
    Hamesha Koi Wasta Hy Apna
    YEHI ZINDAGI HY APNI
    YEHI RASTA HY APNA …!!!03006067291

  52. => Aisi lagi udaas sar-E-shaam zindagi,
    Jaisay kisi ki aankh ka ilzam zindagi.
    => Apne jahan main daikha tere baad kuch nehi,
    Hum ne laga di aaj tere naam zindagi.
    => Jis k bina ye saans mujhay doobti lagi,
    Ja k usay bhi dhoond kisi shaam zindagi.
    => Ye pyar dard na ban sakay jis k nashay main,
    Mujh ko pila de aaj wohi jaam zindagi.
    => Ab doston k haath mere haath main nahi,
    Girnay laga hoon aaj mujhay thaam ZINDAGI….!!03006067291

  53. in par kisi mausam ka asar kyu nahi hota,,,,

    radd kyu nahi hoti udane teri yado ki………..

  54. aaja k intezar k sab diye bujh chale….

    kab tk tassvvurat se mahfil sajaye hum…
    8899248712

  55. mujhe achha nahi lagta koi humnam tera…

    koi tujhsa ho to tera nam rakhe…

    8899248712

  56. ?? TO MY CHAND PARI ???
    ?TERE? har udaas pal mein,
    ?TERE? sath Main rahon ga.
    Yehi Meri ulfatein hen.
    Yehi Meri dosti hy.
    ?TUJHE? dekh kar laga hy,
    ?TU? hi zindagi hy Meri,
    ?TU? hi bandagi hy Meri.
    ?TU? hi har khushi ka saaya,
    ?TU? hi saadgi hy Meri.
    Mujhe sirf yehi khabar hy,
    Ke Main yunhi wafa karon ga.
    ?TERE? har udaas pal mein,
    ?TERE? sath Main rahon ga.
    ?TERA? dard Main baant longa.
    ?TERA? hath kabhi na choron ga…

  57. khushi r apki choiece bohat nice hy,
    ALLAH apko khush rakhy.
    take care
    its my email sonia_firdos@yahoo.com agar ap muj se contact karna chaho toh kar lena
    i’ll waits ur reply.
    thanks.,
    ALLAH HAFIZ

Comment here

Your Comment: