khoye khoye se

khoye khoye se..

Kahin tum na ho jaao besukoon, Koi baddua tumein na kha jaaye
Ye khoye khoye se log hain inhein dekh ke na hansa karo…


send poetry

Two Lines Poetry
February 23rd, 2011

4 comment

  1. ye talkh talkh lehja ye taiz taiz si baat,
    mizaj-e-yaar ka aalam bhi sharab jesa hai…….

  2. Unhi raasto ne jinn par kabhi tum the saath mere Mujhe rok rok ke puchte hai, tera humsafar kahan ha

  3. meri mohbat ka aisa fasana nikla
    unko bhi muj par hasane ka bahana nikla
    jitegi is shaher me kadar na rahi koi
    marne ke bad aashiq sara zmana nikla

  4. arzoo-e-hoor-o-ghulmaan zahida ho tuj ko naseeb,,,

    hai khayl-e-yaar hi kaafi umar bhar mre liye…….!

Comment here

Your Comment:

Next: »