Zahid sharab peene de masjid mein beth kar..
Zahid sharab peene d..
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)
Ahmad Faraz, Allama Iqbal, Mirza Ghalib
March 11th, 2012
pooja sethi
March 21st, 2012 at 12:37 pm
gud
batkat
May 3rd, 2012 at 5:53 pm
great allam iqbal
barkat
May 3rd, 2012 at 5:54 pm
great iqbal
Danish afridi pms
June 1st, 2012 at 10:19 am
Fantastic …
md.saif hussain
July 9th, 2012 at 9:51 pm
Great janab iqbal…
FAISAL AYETAL
September 9th, 2012 at 11:45 am
WO KHUDA HE JO KAFIR K DIL ME BHI RAHA KARTA HE.
KAFIR TO KAFIR HE JO USE NAZAR ANDAZ KARTA HE.
FAISAL AYETAL
September 9th, 2012 at 11:46 am
00966595284214
khwahish
September 28th, 2012 at 5:45 pm
Kafir ka dil hi toh khuda ka ghar hai yaaro….
Jo duniya se dooor hota hai wo “”Uskey” paas hota hai
gulfam udaas
November 1st, 2012 at 11:52 pm
jis dil main na ho ishq e muhammadi
us dil main kabhi basta khuda b nahi
gulfam udaas
November 1st, 2012 at 11:56 pm
wese iqbal sahab ny bil kul theek kaha hai
faraz bhai
arslan butt
November 20th, 2012 at 3:02 pm
iqbal jaisa koi nai
arslan butt
November 20th, 2012 at 3:04 pm
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)
Shamsher
November 23rd, 2012 at 2:54 pm
Khuda tu mojood hai dunya mein har jagah
Tu jannat mein ja, wahan peene se mana nahi.
(Wasi)
Amir
December 7th, 2012 at 1:21 am
wah wah!!!!!
sayyidah
December 9th, 2012 at 8:24 pm
Peeney ki khatir faqat jannat na mang roshni,
Ye phir sy jeeny ki hy jagah, peenay ki jagah nahi.
(Roshni Shah)
follow link…..www.facebook.com/roshni_shah
Afzal Ali
January 2nd, 2013 at 6:19 pm
Jannat fir se jeene ki jagah hai, peene ki jagah nhi..
Agar tu chahta hai Jannat, to tu yahan kabhi na pi..
Waqas khan
January 29th, 2013 at 10:07 pm
Pataa kaafir ko bhi haiki khudaa maojud hai dilme,
pataa usko nahi hai ye khudaa ka hukm kya kya hai,,,,,
Waqas khan
January 29th, 2013 at 10:09 pm
Pataa kaafir ko bhi haiki khudaa maojud hai dilme,
pataa usko nahi hai ye khudaa ka hukm kya kya hai !!
Waqas khan
January 30th, 2013 at 10:55 am
Khudaa koi nahi uska jo apne hi hunar puje,
yahi hai kaafiron ka dil jise chaha khudaa samjha !!!
Atif
February 17th, 2013 at 10:10 pm
Pata to kafir ko bhi hoga,par usne jataya nahi,
khud ko saja dekar bhi dusron ko rulaya nahi…
Atif.
Atif
February 17th, 2013 at 10:13 pm
Pata to kafir ko bhi hoga,par usne jataya nahi,
khud ko saja dekar bhi dusron ko rulaya nahi…
Atif..
SK
February 21st, 2013 at 8:12 pm
Kaafir ke dil se aya hu, waha sachha khuda nahi.
Pine ka itna shauq hai to jahannam me jake pee.
hlef
March 10th, 2013 at 8:19 am
just kufar
hlef
March 10th, 2013 at 8:19 am
just kufar all
rehaan khan
March 20th, 2013 at 9:38 pm
Humy malum he jannat ke hakekat,
Dil ko cuch rakne ka kyaal acha he,
Rehaan khan
March 20th, 2013 at 9:56 pm
Aa jahid he aagar tare lafjo me itne taqat to mahjid ko hila kar dekh,
Varna ak pak la or mahjed ko helte dakh.
hussain
March 20th, 2013 at 11:16 pm
khuda maujood na ho koi aisi jagha nahi
dozak me ja wahan tujh ko peene se mana nahi
hussain
March 20th, 2013 at 11:25 pm
my nomber 7353664161 agar kisi ye sahi lagi te replay do mere dimag me baithe m baithe aay so my likh diya
Aiman Fatima
March 21st, 2013 at 8:45 pm
dil me kaafiro k khuda ho nai skta…
maujood ho gar to usse accha koi insaan nai h…
shoaib
March 21st, 2013 at 8:53 pm
badya hy har hussain bahot accha
sulatana
March 23rd, 2013 at 1:34 am
zindagi bhar yahi galti karte rahe GALIB
dhool chaire par thi our hum aaina saaf karte rahe
Faizan raja
April 2nd, 2013 at 3:11 am
peene ka hai itna shaok to ise chodta Q Nahi
keya tujhe jaame kaosar ki jarurat nahi
Faizan raja
April 2nd, 2013 at 3:19 am
Sharab ki lazzat ke liye gunah Na kar lazzat to jati rahe gi gunah baki rahe gi
md kaif
April 2nd, 2013 at 7:43 pm
sharab ko loag apni zindagi samajhte hai
unhe keya pata oa unka khula dushman hai
Faizan raja
April 2nd, 2013 at 8:17 pm
sharab ko loag apni zindagi samajhte hai
unhe keya pata oa unka khula dushman hai
raheem
May 16th, 2013 at 2:34 pm
doob ja khuda ki khudai me na talab hogi peene ki or na jarurat hogi peene ki jagah ki
Ali Ahmad
May 21st, 2013 at 7:00 am
Mirza tu mirza
m.shaban noon
May 25th, 2013 at 4:38 pm
na pee sharab ko tao tu bach jaye ga
mobahat kr khuda se tao ghamo se bach jaye ga
m.shaban noon
May 25th, 2013 at 4:40 pm
na pee sharab ko tao b tu bach jaye ga
mobahat kr khuda se tao ghamo se b bach jaye ga
m shaban noon
03345443087
zakaria khan
June 3rd, 2013 at 5:25 pm
aassal sharrab milta kkahan ha es ba rrang dunya ma
ssharab to milta han jjannat ka zammenon ma
Shahzaman malik
June 7th, 2013 at 11:10 pm
Kuch is tarha ham shrab pety han K khuda ko to bhol jaty han
“AAY GHALIB”
magar sajda krna nahi bholty
Malik-Ghalib
Yassir aziz
June 14th, 2013 at 4:19 pm
Khuda too mojood hay dunya men har jagah
tow jannat men jaawo wahaan peena mana nahin
wasi shaah
Yassir aziz
June 14th, 2013 at 4:24 pm
Peeta hon gamay dunya bhulanay kay leyea (aaaa saaqi)
Jannat men koon sa gam hay ? Iss leya wahaan peenay mean maza nahin
syed murtaza
June 19th, 2013 at 11:17 pm
dekh kar tera kaam kehta hoon mai ay murtaza
ja k masjid mai hi pi tujay koie gunha nahi
syed murtaza
faqir zeeshan
July 2nd, 2013 at 1:30 am
dunya ye bewafa hai k0i bawafa nahe….
main muntazir qaza ka h0n. aati qaza nhe…
tera khyal to main s0 bar ch0r d00n….
lekin tera khyal mujhy bh00lta nahe…
menhdi sanam jo tu ny lagaiy hai hath py..
ye ashiqun ka kh00n hai rang-e-hina nahe…
parhta to hn namaz k mujhpy ye farz hai…
jannat milay ya h00r..
mera mudda nahe…
zahid shrab peny day masjid me beth kar..
ya w0 jagah bta mujhy jaha par khuda nahe…
dunya ye bewafa h k0i bawafa nahe..
men muntzir qaza ka hn aati qaza nahe…
faqir zeeshan
July 2nd, 2013 at 1:33 am
Go0o0o0d nightttttt friendssssss:-O
Kafir fakir
July 11th, 2013 at 10:46 am
Badnaam kyo karte ho kaafirr ko moorkho.,.
Herpal wo sochta hai khuda ko moorkho…
Baanta jahaan ko tumne,loota jahan ko tumne, dojakh bna dia tumne saare jahaan moorkhon…
Mjhab k naam per ldte ho aaj tak,de de k tum duhaee ram aur raheem ki….tumsa nhee nikamm jalim jahaan me koe…
Kaafirr k dilme dekhne ki aaukat nhe hai teri…
Vrna…
Bik jayegi tumsv ki dhrm ki dukan he samuchi…
Dunia bnayee rvne jodne k vaaste,,kuchh kambhakt hai bethe usko todne k vaaste….
Insaan ko insan he rahne do moorkho…dena hai hisav svko ek din dosto…
kafirr gr jahaan me na hota,
teri shayari adhuri hojati moorkho….insan ko baanta h tumjaiso ne moorkho….
Insaan bulbula h pani ka,fir kaun kafir kaun safir kya mula kya pandit” kya bharosa hai is jindgani ka…
ab to samajh javo kudrat k kauf se…
vrna kafir kafir krte rahna jivanbhr sauk se
GALIV K jaisa shayar na tha kvi jahan mein,aur hoga v nhe kvi.,..
Pahle khud k dilme jhhank k dekh tujhe khuda nhe pap milega…
Hero
July 29th, 2013 at 4:05 am
Peeta ho main ghum e duniya bhulanay kai lia
Jannat main konsa ghum wahan peenay ka maza hai
fucking Dude
August 10th, 2013 at 9:16 pm
sharab peene walo ki gaand mar deta…
kambakht ye landd kuch maza toh leta…
mohsin qureshi
August 11th, 2013 at 2:31 am
Jeene ke liye toh ye duniya bani hai mohsin
jannat toh bani hai phir na marne ke liye na ki jeene ke liye
Nasir
September 3rd, 2013 at 8:33 pm
Chord de pena galib, aesi koi jageh nahe, jahan khuda nahe, par janta houn meri awaaz may wou asar nahe, es liye tum tak pohanche nahe,
Zahid
September 16th, 2013 at 1:33 am
Masjid mein pee, dil mein pee, pee jahan chahta hai
Peene de usey Zahid tera keya jata hai
Bhai pk
October 18th, 2013 at 8:43 pm
Mujjit khuda ka derbar hai koi pine ki jagaha nahi….
Pini hai to apne mhbub ke dil me beth ker pi jaha tere siva koi nahi…..
asim.czar
October 24th, 2013 at 11:13 am
peena kya farz samajhte ho jo jagah talaash rahe ho, phatte to phirne hi h shayad tujmhe pata nahi.
sohaib
October 30th, 2013 at 1:03 pm
saqi ko gila ha k bikti nahi sharab..
.. ik us ka naam ha..hosh main aany nahi dyta..
imprezzeve arifi @fb
November 8th, 2013 at 10:33 am
Yun humko satane ki zarurat kya thi,
Aur GAND meri jalane ki zarurat kya thi,
.
Jo nahi tha Ishq Mujhse to keh dia hota,
Apni MA CHUDANE ki zarurat kya thi,
.
Maloom tha agar ye khuwab toot jayega,
to Neend me aa k CHUT dikhane ki zarurat kya thi,
.
Maan bhi loo agar ye ek tarfa mohabbat thi,
To Mujhe dekh kr BEHAN KI LAWDI muskurane ki jarurat kya thi.!
Kitni kathor vidambana hai kudrat ki.
Phoolon ka raja gulab, Kaanto me rehta hai..!
Aur jeevan ka nirmata, Zhaato me rehta hai…
Jaise phooli hui roti kabhi kachchi nahi hoti,
Waise hi bra pehni hui ladki kabhi bachchi nahi hoti..
Aur Jaise Magarmach ke aansoo Kabhi sachche nahin hote
Waise muh mein LUND dene se bacche nahi hote!!
Mohammad Usman
December 8th, 2013 at 3:00 pm
Kambakht hath ki lakiron me muqaddar talash kerte.
Per…..
Taqdir unki bi hoti hai jinke haat nahi hote.
Aman rumaan
February 2nd, 2014 at 5:10 pm
Mohammad gae meraj par to malom ye hua
khuda hai mojud vaha is janan nahi
Qureshi shakeel
March 22nd, 2014 at 12:24 pm
Ye saaari qaynat ka maalik khuda hai
khuda har jagah maujood hai
peena hai to pee kitna piyega
lekin peene ke baad gunaah mat kar
Uzair Kagzi
March 29th, 2014 at 10:18 am
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..(Mirza Ghalib)Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..(Allama Iqbal)Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..(Ahmad Faraz)
rang ghaya hai duniya ke rango me kafir is kadar.
pucha to kehta hai ke khuda malum hai lekin pata nahi.
(Safiq amir)
shown
December 8th, 2014 at 3:24 pm
peena h to peelo sb kise mana nahi
lekin jisne yaha pee usey waha nahi……..
sadia
February 17th, 2015 at 12:32 pm
peeta hoon ghame dunya bhulane ke liye Saaqi Jannat mai konsa gham hai iss liye waha peene mai maza nehi .
Shafique Muhammad
May 10th, 2015 at 9:37 am
Kufar ko choor tu kar khuda se piar
us ki rehmatoon mein koi mana nahi
noumankhan
May 13th, 2015 at 9:44 pm
sharab pene walo keleye ketna saza moqarar howa hain
Kumar Bhupinder
June 22nd, 2015 at 10:22 am
jaha marji betha kar pee peenay to.. dard ko bhulana hai..
khuda toh tere dil mein hai misjid to ik bahana hai..,
Shaista
July 26th, 2015 at 1:40 am
mukhtasar yeh k tum sy piyar hy bahot.
taweel ye k tery husan ki dastaan lambi hy.
zawal ye hy k tum paas nahi mery ASAD.
kamal ye hy k phir b jee rahi hoon mein.
Shaista
Shaikh Mustafa
August 13th, 2015 at 4:52 pm
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..(Ahmad Faraz)
Khuda tu mojood hai dunya mein har jagah
Tu jannat mein ja, wahan peene se mana nahi. (Wasi Shah)
Peeta ho main ghum e duniya bhulanay kai lia Saaqi
Jannat main konsa ghum wahan peenay ka maza hai.
Pehley Gham Maango, Phr Pee Lo Gham ko Bhulaney k Liye
Kon C Khawahish Hai Bhala jo Jannat Main Puri Nahi (Shaikh Mustafa)
shamshir
August 30th, 2015 at 2:32 am
peena hai toh aankhon se pe mere galib,
suna hai ke ankhon se pina har kisi ke bus ki baat nahi…
aur yeh baat kafir ko bhi gawara nahi…….
rubjansofi find me on Facebook
November 18th, 2015 at 10:06 am
Ab Janliya hum nay aye dostoo sakoon milta hay nemaz say sharaab gum ki dawa nahi
Arshad farhan
December 2nd, 2015 at 12:59 pm
ek umar guzari meri maikhano ki galiyon mein par ham pe koi rang chada nahi , koi jaam kya loote mere iman ki daulat bana duniya mein wo nasha nhi ,,. Arshad farhan :
Eleni
December 4th, 2015 at 8:19 am
ha ha ha mai to apnay comments ko in ashar ki had tak rakhu ga .parh k to lagta hai k ye sher DR.ALLAM MUHAMMAD IQBAL ne isi blog k liye likha hai ..sub kuch ek hoty hue bhi kanity sare hai hum ..dusrooko jannay se zaida dusaroo pe ilzam lagany ka n nechay dekhane ka kitna shoq hai hum mai meraa khayal hai k chand logo ne to is blog mai JAL BHUN kar comment kia hai shayed apni nafrat ka izhar kia hai ..
Haroon Rashid
December 29th, 2015 at 3:19 pm
Sharaab peetay hain gham bhulanay k liye…Jannat main koi gham nahe wahan peenay ko maza nahe…
Tauseef
January 7th, 2016 at 11:28 pm
Ye sharab ye shabab ur ye kabab ,,ye dunia ye dil,, ye jannat ur jahanum ,, sb kuch khuda hai … Jahan xe chaho kixi chez ki ibteda ur intaha xe xhuru kr lo xe khuda hai ur ixh dunia main kuch bhe nh…..
Khalid hussain
January 20th, 2016 at 12:12 am
Peenay k shook men sar-e toor a gya
ek jaam sbr ka meri roo’h ko bha gya
khalid hussain aafaaq
naseer
March 7th, 2016 at 4:55 pm
Real islamic scoler
Hakamul ummeat
Ahmad Junaid
March 29th, 2016 at 8:28 pm
“Maujood hai Khuda Jinhein hai yeh Pata,
Phir bhi Unhein ab Ehtaraam hai hi kaha”
{Ahmad JUNAID}
Zaryab
April 21st, 2016 at 7:44 am
Prne ka shok kisko hai zee
PETA Hun fakat gham bhulaney ke liye…
paras
July 2nd, 2016 at 2:23 pm
Khushbu na ho jis gul me WO gul hi nhi
Tfakkur na ho jis dill me WO dill hi nhi”
Tfakkur (ghor o fikr)
sam light
August 7th, 2016 at 1:35 am
Peeta hon gham e duniya bhulanay kai liay.
Jannat mai konsa ghamm hai wahan peenay mai maza nahi
imran ahmad
October 20th, 2016 at 10:40 pm
Good very good allama iqbal
zak khan
April 30th, 2017 at 9:29 pm
kaffir hai wo jo khud he fasla kare jannat mila ya nahi ya khuda pa choor da …peena sa zayada maza yaada e khuda mai hai mohabbat to kr ka deekh
Asghar
September 8th, 2017 at 11:43 pm
These badly written Urdu verses on wine are Not penned by Mirza Ghalib or Allama Iqbal. Someone has faked their names.
Bipul
October 23rd, 2017 at 11:26 am
Peekar Tu Sharab Kon Sa Gum Kab Talak Bhulata Hai,
Sharab Koi Dua Toh Nahi Koi Khuda Toh Nahi..!!
Mohammad Afzal khan..
October 25th, 2017 at 12:05 pm
kafir ko bhi banaya gaya hai khuda ke or se..
kafir ko bhi banaya gaya hai khuda ki or se… //
o chahe jaha bhi pi sakta hai sharaab ye hukm. hai khuda ki or se.. . Mo.Afzal khan
Anayat Ali Reehan
February 16th, 2018 at 5:03 pm
Urdu k 4 lafzon mei paayi jati hai shrab SHEEN RE AALIF BEY
Sheen se shrafat khuda ki
Re se rehmat khuda ki
Aalif ulfat khuda ki
Bey se barkat khuda ki
Jab chaaron lafzon mei khudayi hai phir pene mei kia burai hai
Mohammed Ali
August 7th, 2018 at 6:54 pm
Dear All
Hi,
I am sure this Ashair are not from Dr. Mohammed Allama Iqbal Sahab. Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi, Can any one kindly authenticate from any book. Email jobsatevent@gmail.com
And to all if you are not sure about the writer Please don’t share any fake ashair by his name.