Thokar se mera paaon to zakhmi hua zaroor

Thokar se mera paaon..

Thokar se mera paaon to zakhmi hua zaroor,
Raste mein jo kharra tha woh kohsaar hatt geya..

(kohsaar;obstacle)


send poetry

Zakhmi Shayari
September 12th, 2012

3 comment

  1. like this

  2. Ye dard bhi hum ko payara hai
    Ye dard jo us na daan kia

    Ye zakhm bhi bharnay walay thay
    Par us na bara ahsaan kia

    Phir dard judaai day dala
    Nasoor ka ye samaan kia

    Phir cheenay meray khuwaab sabhi
    Or tukray mera maan kia

    Phir soda khuwab gharondon ka
    Or us main bara nuksaan kia

    Umroon ka bandhan baandh lia
    Or lamhoon main anjaan kia

    Phir mujh ko hataya aik taraf
    Or Rasta youn asaan kia

  3. shahid raza or ka halre ha

Comment here

Your Comment: