Ye Ikhtiyar Kitna Wasee o Buland Hai

Ye Ikhtiyar Kitna Wa..

Ye Ikhtyar Kitna Wasee o Buland Hy

Sara Jahan HUSSAIN Ki Muthi Main Band Hy

Badla Hy Karbala Main Taqaza-e-Inqilaab

Naizey Pe Ab Jo Sir Hy, Wohi Sir Buland Hy

Aiwan e Intesaab Main Jannat Na Kar Talash

Ye Tu Ghum-e-HUSSAIN K Aansoun Main Band Hy


send poetry

Hussani Shayari
July 18th, 2009

9 comment

  1. bhot aala

  2. Khoobsurattttttttt….

  3. subhanallah bhot khubsurat

  4. tumam momnen se guzarish hai k namaz parha kren qn k ham js ko apna mola kahte unhon ne namaz man sajde ki halit men apna sar kataya to es laey meri tumam momnen se rqust hai k namaz parhen esi silsale men Rehan azmi ka ek qita muje yad aa gya k Namaz nafas ki izzat hai olya ki qasam namaz deen ki hurmat hai osya ki qasam namaz husan.e.sharafat hai ambaya ki qasam namz qissa.e wahdit hai kibrya ki qasim namaz khair.e.amal ki tarf bulati hai namaz ishaq.e.khuda ta hunar milati hai yahi namaz gunahon se bi bachahi hai namaz qabar talk sath sath jati hai nam

  5. tumam momnen se guzarish hai k namaz parha kren qn k ham js ko apna mola kahte unhon ne namaz man sajde ki halit men apna sar kataya to es laey meri tumam momnen se rqust hai k namaz parhen esi silsale men Rehan azmi ka ek qita muje yad aa gya k Namaz nafas ki izzat hai olya ki qasam namaz deen ki hurmat hai osya ki qasam namaz husan.e.sharafat hai ambaya ki qasam namz qissa.e wahdit htumam momnen se guzarish hai k namaz parha krenb qn k ham js ko apna mola kahte unhon ne namaz man sajde ki halit men apna sar kataya to es laey meri tumam momnen se rqust hai k namaz parhen esi silsale men Rehan azmi ka ek qita muje yad aa gya k Namaz nafas ki izzat hai olya ki qasam namaz deen ki hurmat hai osya ki qasam namaz husan.e.sharafat hai ambaya ki qasam namz qissa.e wahdit hai kibrya ki qasim namaz khair.e.amal ki tarf bulati hai namaz ishaq.e.khuda ta hunar milati hai yahi namaz gunahon se bi bachahi hai namaz qabar talk sath sath jati hai ai kibrya ki qasim namaz khair.e.amal ki tarf bulati hai namaz ishaq.e.khuda ta hunar milati hai yahi namaz gunahon se bi bachahi hai namaz qabar talk sath sath jati hai nam

  6. Some more Shair
    Tabsera koi kya kare unki himmaton ka,
    Bacha bhi Jin ke ghar ka shahadat pasand hai.
    Tableegh karraha hai jo ajal ke rubaru
    Duniya me is tarah ka koi hoshmand hai.

  7. Shabbir k chasm e purnam se
    ek ashk bhi bahar aa na saka
    mathe pe lekin mashiyat k
    sau(100) bar pasina aya tha

  8. I have No word,s just :'( :'( :'( …………

  9. HUSSAIN a.s ab bhi samajh raha ha
    yazeediyat ke sabhi isharay

    HUSSAIN a.s ab bhi yeh chahta ha,
    K mushkilon me koi pukaray…..!

Comment here

Your Comment: