Baraf-bari ka mosam iss saal bhi aaya tha
Baraf-bari ka mosam ..
Har saal ki trah
baraf-bari ka mosam
iss saal bhi aay tha
faraq sirf itna tha
ke pichle bars hum dono sath the
magar aaj…….
aaj bhi me tanha nai hon..
guzre hue kal ki sare yadain mere sath hian
magar “yadain”
“tere aaghosh ki garmi ka naimul-badal to nahi”
Nazam Shayari, Waqas Mehmood Hashmi
November 25th, 2011
Jan mohd,from j & k
January 18th, 2013 at 8:53 am
Wah irshad,i love it