Chalo door kahin chalte hain

Chalo door Kahin chaltay hain
Kahin peron kay saye Main
Kahin sapnon ki wadi main
Ya kahin jheel Kinaray Per
chalo chaltay hain Kahin Jana
Mohabbat Mehsoos Kartay hain
Teray Kandhay pay sar Rakhay
Jo badal chu kay guzrain To
jo barish ham pay barsay To
Buhut si ankahi batain Khamoshi ki zaban main
Buhut aahista say jana Hamry dil main Utar ayain
kabhi shabnam pay nangay paon,
Teri qurbat kay lamhon main
zamanay bhar say be-khabar
Kahin shehr-e-mohabbat ki zamin pay dono ja pohnchain
nazar main tera chehra ho
faza main khusbu hamri ho
na apni khabar tumhain kuch ho na apna pata mujhe kuch ho
Mohabbat ki khamoshi ho,
Mohabbat ki kahani ho
Mohabbat ki zabani ho!!!!

Share it!
Chalo door kahin chalte hain
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Chalo kuch der hanstey hain Chalo Kuch Dair Hastay Hain … Muhabbat par Inayat par...
  2. Chalo Es Velantive Pr Kuch Aisa Karty Hain, Chalo Es Velantive Pr Kuch Aisa Karty Hain, Pichly Bars...
  3. kuch door hamaray sath chalo. kuch door hamaray sath chalo. ham dil ki kahani keh...
  4. kahin shikwy mily kahin thokren milin waqt aisi rawani main dhalta raha main be khabar aisy...
  5. Tujh se tere koochey se agar door hue hain tujh se tere koochey se agar door hue hain deewane...
  6. Chalo abb lot aao suno tum ne kaha tha na!! mjhy jazb-e-muhbt say kabhi...
  7. Ek Aur Duniya Chalo Ek Aur Duniya Me… Tumaray Saath Chaltay Hain…. Jahan...
  8. Chalo Ye Farz Kerty Hy Chalo Ye Farz Kerty Hy k Tum Mashriq Main Maghrib...
  9. Hum Maan Lete Hain Chalo Hum Maan Lete Hain, Ye Duniya Jhoot Kehti Hy,...
  10. Jashan-e-mohabbat Aaj youn mosam ne di jashan-e-mohabbat ki khaber Phoot phoot...
  11. Chalo muhabbat ki Chalo muhabbat ki naee bunyaad rakhte hain. Khud paband rehte...
  12. khamosh rehne do Abhi kuch din mujhe meri Mohabbat azmane do , mujhe...
  13. Dil Main Teri Mahobbat Ke woh Khayalaat Nahin Hain Dil Main Teri Mahobbat Ke woh Khayalaat Nahin Hain Ashqon...
  14. Jab Yunhi Kabhi Jab Yunhi Kabhi Baithay Baithay Kuch Yaad Achanak Aa ja...
  15. Door ke wastey Kahey ki nazdikiyaan aur kaahey ke raabtey, Ab to bas...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari