Advertisements




Bujh Rahi Hain Saansein Jal Rahay Hain Hum

Audhori Si Hai Zindagi Audhoray Hain Hum,
Bujh Rahin Hain Saansein Jal Rahay Hain Hum,

Badaltay Mosamon Ne Sikhaya Hai Buhat Kuch Lakin,
Panay Ki Hasrat Mein Sab Kuch Kho Rahay Hain Hum,

Na Maloom Manzilon Par Qadam RUkh Se Gaye Hain,
Beerh Mein Raston Ki Taraf Barh Rahay Hain Hum,

Toot Kar Bikhray Hain Khuwab Kuch Is Tarah K,
Ik Arsaa Hua Hai Unko Chu Rahay Hain Hum,

Wafa Hum Ne Ki Unse Ya Ki Bewafai,
Bas Uski Saza Bugat Rahay Hain Hum……!!!!

More Urdu Poetry:

  1. Saansein Khatam Ho Rahi Hain Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain Zindagi Maut Ke...
  2. Doob Rahi Hain Saansain Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi Hai Aaney...
  3. kuch is tarah se pyar kar bethe kuch is tarah se pyar kar bethe hum ke khud...
  4. Qurb K Na Wafa K Hote Hain Qurb K Na Wafa K Hote Hain Saray Jhagray Ana...
  5. Chalo Es Velantive Pr Kuch Aisa Karty Hain, Chalo Es Velantive Pr Kuch Aisa Karty Hain, Pichly Bars...
  6. Meri Aankhon Se Khuwab Dekho Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho To Aik Shab Bhi...
  7. kuch door hamaray sath chalo. kuch door hamaray sath chalo. ham dil ki kahani keh...
  8. Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai...
  9. Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai...
  10. Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai...
  11. Us mod say shuru karain phir zindagi Us mod say shuru karain phir yeh zindagi, Her sheh...
  12. Ek Baar Sulanay Aa Jao Sadion Say Jaagi Aankhon Ko Ek Baar Sulanay Aa Jao...
  13. mohabbat kar to len lekin mohabbat kar to len lekin wafa hai shart chahat ki...
  14. Aaj badal kalay gehray hain Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon...
  15. TOOT GAI NEEND Toot gai neend khuwab wohi hai, Dur rehtay hain par...


Advertisement

48 Responses to “Bujh Rahi Hain Saansein Jal Rahay Hain Hum”

  1. bohat tighte

  2. barson bad b uski adat na badli be wafai ki
    kash mein mhbt nahi uski adat hota

  3. nyc 1…

  4. toar dye hain main ne ghar ke sabhi ainey fraz. pyar main harey hoey log hum se dekhe nahin jatey.03325995057

  5. dosti ka haq hum youn ada kartay hain
    dosti ka nam per jan fida kartay hain
    milna hamari taqdeer main tha
    warna itni payari dosti hamari itefaq nahi hoti

  6. bahot khub………….!!!!!!!!!!!!!!

  7. Meri aawaz suno………….Meri duniya me na purab hai na paschim koii, saare insaan simat aaye khuli baaho me, kal bhatak ta tha mai jin raaho me tanha tanha kafile kitne mile aaj unhi raaho me, aur sab nikle mere humdam mere humraaz…suno……

  8. Chalta ja, gum na kar ke woh caarvan guzar chuka hai, akele chalne se harz na kar, kya hua jo uske saath humsafar bhi chala gaya… Kya hua jo raahen pathrili aur safar tanha hai, rahguzar me uske kadmo ke baaki hai nishaan ab tak, aage badhta ja unhi ke sahare, ke jo in raahon se abhi abhi guzar chuka hai. … !

    00919898143800

  9. amjidraza bhout khoob likha hain

  10. Sms Send

  11. thukra kay us nay kaha mukorao,
    main hans dia, sawal uski khusi ka tha
    maine khoya wo jao mera tha hi nai,
    us nay khoya woh jo sirf usi ka tha

  12. panjabi poetry
    ek gari sajanr de mulakat vich chand chodan te sonri jai rat vich
    dardian dardain mn us nu guzarish kite na Anjoan ne meri safarish kite
    manu gurbat de dar tu churise te nai tany manu garebi de desien te nai

    malik ahsan

  13. kessa reshta ha dillo ka yha pe…..
    koi dil tortta ha to koi dil jortta ha….
    mhobet m hoi ha berbadi myri irfan…
    jis ne mhbot di usi ne di judai……

    its my janni shakeela….i love to much but she’s gone with me love u to much..her girl..i love all life..

  14. Apne haseen chehry ko siyah zulfon ko me chupa lo Faraz,,,,
    Hm gustakh log hn chom lia krte hain??.
    i am yasir
    0345-4814665

  15. Eh Zindagi MujSe Dagaah Na Kar,
    Mein UsKe Bina Jeeyun Ye Dua Na Kar,
    Koi Dekhe B Usse Hoti Hai Jalan,
    Eh Hawa Tu B Usse Chuwa Na Kar..!

  16. Me aksar phone pe tujhse nend ki faryaad karta tha
    Ye wo din thy samreen k jub me tumse baat karta tha
    Jis din se tera mujh ko aik bhi phone nhi aaya
    Najane kyun me us din kabhi shab me so nhi paya,
    03472204877

  17. Muj Se Gillay Hain Muj Py Bhr0sa Nhi Usy
    Ye S0ch kr Hm Ne Bhi To R0ka Nhi Usy
    Wo Shaks Kabhi Chand Sitaro Se Puchey
    Hy Kon C Wo Raat Jb S0Cha Nahi Usy
    Alfaaz Teer Ban k Utarty Rahe Dil Main
    Suntay Rhy Chup Chaap Hi Toka Nhi Usy
    Sagar Se Mohabat Nhi Asul_e_Wafa Hai
    Ham Jan To Dengy Magr Dhoka Nahi Usy..
    03124764112

  18. ZaMany K Sawalo k0 To Main Hans K Taal
    Deta Hoo JEA,

    Nami Ankho Ki Bata Deti Hai K Mujy Tum
    Yaad Atey Ho…03124764112

  19. nice choice

  20. Very interesting info !Perfect just what I was looking for!

  21. hi h r u

  22. Muhabbat mil gaye usko
    Me adhura ho k reh gaya
    Haa’n kia hua jo toot chukay
    Wo to pura ho k reh gaya

  23. Rakhty han jo ourun k
    lea pyar ka jzba

    <===KAMRAN===<
    <=03046342728=<

    Wo log kbe toot kr bekhra nhe
    krty

    kase lage poetry
    given commitmet
    on send sms on this numbr
    03046342728

  24. Maine to yu hi dkha tha deedar e shauk k khatir….,
    tm dil me utr jaoge kbhi socha na tha….!

  25. Mai uska hu ye raaz to wo jaan gya h FAIZ…,
    Wo kski h ye raaz mjhe sone nhi deta…!
    7499736003

  26. Sanam tumhara ghar jidhar hai usi taraf..,
    ek rail ja rhi thi k tm yad a gye….!

  27. ankhain khuli to jag uthin hasratain “wasi”..
    us ko bhi kho diya jisy paya tha khwab me…….

  28. bus itna sa halka-e-Ahbab hy mera…
    Fakat tanhaiyan, ruswaiyan, nadaniyan or main….

  29. yon bhi krta hy koi chahny walon pe sitam…
    na ishara na kinara na inayat na salam…

  30. hope u like it………….

  31. vrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrry nice

  32. To Wo Zalum jo DIL me Rha Kar b Mera Na Ban Saka
    GHALIB
    Or DIL wo Kafir Jo mujh Me rha Kar b Tera Ho gaya.
    4$

  33. Ajeeb thera K Log Bestay hain Tere Shar me
    FARAZ
    Mit Jate Hain Mohabat Me or Uf Tak nahi kartay.
    ?

  34. nyccccc…

    milta hai bichrta hai bhula daita hai
    jany kis jurm e tamna ki saza daita hai
    wo mujhy roty main husany wala…
    yaad ata hai tu husty main rula daita hai..

  35. ??? first poem?
    Wahi din kitne achy thy.
    Jab hum bhi bachy thy.
    Mati k ghar banaty thy
    Jo hoty hi bohat kachy thy
    Baat baat par jagarty thy
    Phir bhi jazbay sachy thy
    ab woh waqat kahan gay
    S0CHTI H00N APN0 SE BEGANE ACHY THY.
    Peotess:Imaan R@j

  36. Khushi ??? first poem?
    Wahi din kitne achy thy.
    Jab hum bhi bachy thy.
    Mati k ghar banaty thy
    Jo hoty hi bohat kachy thy
    Baat baat par jagarty thy
    Phir bhi jazbay sachy thy
    ab woh waqat kahan gay
    S0CHTI H00N APN0 SE BEGANE ACHY THY.
    Peotess:Imaan R@j

  37. “IVIy Advise 4 All”
    Mohabat kisi say tab hi karna jab mohabat ko nibhana seekh lo…

    Majbouriyon ka sahara le kar chor dena wafadari nahi hoti…
    ___kHuShI___

  38. kabi pathar ki lakeerain b mita karti hain,,Faraz,,
    kitne nadan hain mere dil se tera naam mitane walay,,,,,
    0346,8737948

  39. mujhey zindagi ki Dua na dey
    mujhey zindagi ki talab nahi
    kabhi mujh ko thi ye azeez-tar
    yeh bajaa sahi, magar ab nahi

  40. raat ki tanhaaiyoon main to koi bhi yaad kar leta hai jodunia ki bheer main yaad karay mohbatt us ko kahty hain

  41. Tum sy mumkin ho to rok lo saansyn meri
    Dil jo dharky ga to yad to tum hi aao gy.!
    03006067291

  42. Kab?TOOT?jaye
    Kasam hi to hai?

    Kab ?BADAL? jaye
    Nazar hi to hai?

    Tum mere ?SATH? ki adaat mat dalo?

    Kab ?kHATAM? ho jaye?

    ?ZINDAGI? hi to hai.03006067291

  43. Kyun udaas soye ho is tarah andhere mein,
    Dukh to kam nahi hote roshni bujhane se.
    03006067291

  44. Armano ki sej pr mohabbat ne karwat li hy

    Aapki jan ne apko ye kasam di hy

    Juda ho ke Bhi juda na hona

    Nahi to log kahenge
    DHARKAN ne DIL ki jaan li hai. .03006067291

  45. yuN akelay mein usay ehd-e-wafa yaad aaye

    jaise banday ko museebat mein khuda yaad aaye

    jaise bhaTkay huay panchhi ko nasheman apna

    jaise apnoN k bichhaRnay pe dua yaad aaye

    jaise Dhalti hui shaamoN ko swera koi

    jaise pinjray mein parinday ko fiza yaad aaye

    jaise booRhay ko khay?l?t mein bachpan apna

    jaise bachchay ko shar?rat pe saza yaad aaye

    jaise ujRi hui basti ko zam?na apna

    jaise tufaaN k Thehrnay pe diya yaad aaye
    03006067291

  46. Woh dey raha hai dilasey tu umar bhar kay mujhe
    Bichar najaye kahiin phir udaas kar kay mujhe

    Jahan na tu na teri yaad kay qadam honge
    Darra rahe hain wohi marhaley safar kay mujhe

    Huwa-e-dasht mujhe ab tu ajnabi na samanjh
    Kay ab tu bhool gaye rastey bhi ghar kay mujhe

    Yeh chand ashk tere hain shaam-e-gham lekin
    Ujalne hain abhi haal-o-wakhd seher kay mujhe

    Dil tabah tere gham ko talney kay liye
    Suna raha hai afsaney idher udher kay mujhe

    Qabay-e-zakham badan per saja kay nikla hoon
    Woh ab mila bhi tu dekhe ga ankh bhar kay mujhe

    Kuch iss liye bhi ous se bichar gaya Mohsin
    Woh dour dour sey dekhey tehar tehar kay Mujhe…!

    03454400344

  47. Hazaron Mashgalay Hain Jo Mujhe Masrof Rakhtay Hain

    Magr Mohsin Wo Aisa Hai K Phr Bhi Yaad Ata Hai…!!

    03454400344

  48. shaam hote hi cheragon ko bhuja deta hoon mai
    dil he kafi hai teri yaad mai jalnae k liye………

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]