Mohabat tark ki

Mohabat tark ki..

Mohabat tark ki may nay garaiban si liya may nay?.!
Zamanay ab to khush ho zehr ye bhi pi liya may nay..!

Abhi zinda hoon lekn sochta rehta hoon khilvat may?!
K ab tak kis tamana kay saharay jee liya may nay?.!

Tumhainy apna nahi skta mager itna bhi kiya kam hai..!
K kuch mudat haseen khaobon k saharay jee liya may nay..!

Bus ab to daman-e-dil chor do bekaar umeedo?.!
Bahot dukh saih liye may nay bahot din jee liya may nay?!

Aik dard bhari cheekh hoon, nakaam dua hoon?.!
Ujray huay maazi ki preshan sada hoon?..!

Geeton may samoya hai lahu apnay jigar ka?.!
Naghmon kay saharay ye lahoo thook raha hoo?!


send poetry

Mohsin Naqvi
April 3rd, 2011

9 comment

  1. geart 1 really

  2. bhut khub kya baat hai iam aysha from uae or mujh yhe site acha laga

  3. nice

  4. very nice bro……….

  5. good poetry

  6. >>ULjhay huey hain palkon main shabnam k chand qatry ?
    Bichra tha koi raat ko, Khawabon k safar main ?!!!

    >catch me on facebook jeeshan7:::

  7. v nice…bahut khoob

  8. exactlyyyyyyyyyyyyy

  9. kiyon hum ab b kisi se piyar kare “sahib”
    Barbad howa hai wahi jo b piyar k dokhey may aaya hai.

Comment here

Your Comment:

Next: »