Aaina Pathar Pe Ja Gira
Thokar Lagi To Apne Muqaddar Pe Ja Gira
Phir Yu Huwa K, Aaina Pathar Pe Ja Gira
Ehsaas-E-Farz Jab Bhi Huwa, Neend Aa Gayi
Chalna Tha Pul-Saraat Pe, Bister Pe Ja Gira
Baazi Mohabbaton Ki Jahaalat Ne Jeet Li
Wo Ban Gaya Khateeb, Jo Mimber Pe Ja Gira
Khushbu Qasoor-Waar, Nahi, Is Ko Chor Do
Main Phool Torte Huwe, Kanton Pe Ja Gira
Sahraaon Me Liye Phira Paani Ki Justaju~ Jaana ~
Jab Piyas Mar Gayi To, Samundar Main Jaa Gira
More Urdu Poetry:
- Nazroon Sey Gira Detey Ho? Mujh Per Ilzaam Hain Sabhi Tum Jin Per Khafa Hote...
- Kat hi gayi judai Kat hi gayi judai bhi kab yun huwa kay mar...
- Pathar Dil Ohdi Yaad Ch Main Hanjuan Da Samunder Bana Leya, Tanhayian...
- Pather… is basti me aan basi hon… jis k saare log...
- Hath dua se yun gira, bhool gaya sawal bhi Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayal...
- Meray mah-o-saal meray mah-o-saal k beach maiN koi aisaa lamha gay?aa nahi...
- Kuch or baat hoti Meri zindgi ka tasawwar mery hath ki lakiren Inhain kaash...
- Eik Masoom Takaddus Eik Masoom Takaddus Me Bhigoya Huwa Lams, Kitna Pakiza Hay...
- koi pathar nahi har baar woh kyon mujh ko chhor jata hai? me...
- pathar ki tarha meray haathon ki lakeeron k izaafay hain gawah me ne...
- Raat ko raat bhar dekhta Raat ko raat bhar dekhta reh gaya, bewafa se bawa...
- Rootha huwa Aaj Rootha huwa ek dost bohot yaad aaya Acha guzra...
- Mohabbat bhi akhir balaa ho gayi hai Mohabbat bhi akhir balaa ho gayi hai Chorr bhi do...
- Jany Q? Jany q shikast ka azaab liye baitha hun main kia...
- Mere Dard Se Be-Khaber Kon Kehta Hai Woh Mere Bagher Tanha Hoga, Woh Ik...
Advertisement














