Apni Hansi Pe Aata Hai Ghusa
Kabhi apni hasi par aataa hai gussaa,
Kabhi saare jag ko hasaane ko jee chaahtaa hai..
Kabhi rota nahi main badi badi baaton par,
Kabhi yun hi aansoo bahaane ko jee chaahtaa hai..
Kabhi accha lagtaa hai aakash mein udnaa,
Kabhi kisi bandhan mein bandh jaane ko jee chaahtaa hai..
Kabhi apne bhi lagte hain begaane se,
Kabhi begaano ko bhi apnaane ko jee chaahtaa hai..
Kabhi mann chaahe saaree duniyaa ki daulat,
Kabhi apni bhi gawaane ko jee chaahtaa hai..
Kabhi mann chaahe nayaa jeevan,
Kabhi ise bhi mitaane ko jee chaahtaa hai..
More Urdu Poetry:
- Aankhon Mein Aansoo Tere Pyaar Bhari Aankhon Mein Aansoo Achche Nahin Lagte Chaahe...
- Aasman Samjh Main Nahi Aata Kabhi Jami Kabhi Aasman Samjh Main Nahi Aata Is Dil...
- TUM HO TO SUB Tum ho to sub silsily achay lagte hain. Mujhe tumhari...
- Yahaa?n apni apni baari par Yahaa?n apni apni baari par?! Yahaa?n apni apni baari par?...
- Ansoo Hansi Hansi Mein Ansoo Hansi Hansi Mein Nikal Aaye Q Faraz?? Bethe Bethe...
- Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Jhula...
- Apni Yaadain Apni Baatain Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar Jana Bhool Gaya Jane...
- usne dekha hi nahi apni hatheli usne dekha hi nahi apni hatheli ko kabhi gaur se...
- Khayal Aata Hai Faraz Kabhi Kabhi Mere Dil Me Yeh Khayal Aata Hai Faraz!...
- Mein Apni Ankh Me Mein Apni Ankh Me Jab Us Ke Khuwab Sochta Hoo...
- Ao0 apni chahtaiN neeLam Ao0 apni chahtaiN neeLam kar daiN.. Pyar ka s0da bhi...
- Armaan Kab tak hum apne armaan chipate rahinge? Kab tak hum...
- Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Teri hi...
- Labon pe hansi Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha is zarf...
- j0 nahi aata uska intezar kyun j0 nahi aata uska intezar kyun h0ta hai.. Kisi k...
Advertisement














